Mera dil kehta hai aur mujhe Krishna pe poora bharosa hai ki Krishna aisa koi kaam nahi karega jo usse nahin karna chahiye........Ho sakta hai ki sangeet waale din ki tarah woh uska haath pakadna chahe ya phir usse jor se pooche ki woh aisa kyun kar rahi hai.......Lekin mujhe uspe poora bharosa hai ki woi koi extreme action nahin le sakta, woh aisa kuch nahin karega jo usse karna nahin chahiye.Mark my words........