Originally posted by: pasumarthisa
kumud - pyaar ka izhaar sirf shabdon me karte hain kya
saras - dil ki baat hothon par laane ko itna sharmaana kya
kumud - mere dil ki baat tum jaante nahin kya
saras - jaanta hun par sunne ki zidd hai, galat hai kya
kumud - hum itne door aa chuke hain ye sab zaroori hai kya
saras - par sunne ko taras raha hoon, keh daalo - samjhi kya