SCNG3MJCP7X6FMIS thumbnail
Posted: 19 years ago
#1

Create some songs associated with GKLB and post them here.

Here's one I've just created to start this topic off:

Original song 'O Sanam O Sanam' from the film 'Jurm'

Satyakaam: O Lakshmi o Lakshmi kash hota agar
Tumhare bapuji hamare rishtey ke liye maan jateTo phir hum tanha na rahete yuhi umar bharTum saath hoti agar
Tum saath hoti agar

Lakshmi: O Satyakaam o Satyakaam kash hota agar
Chaitanya naa aata mere zindagi meinTo phir tanha na rahete yuhi umar bharTum saath hote agar
Tum saath hote agar

Satyakaam: Itni mujhe hai khabaar
Tanha bhikaar jaoga
Tere tamana liye
Mai kuch bhi kar jaoga
Kash Tumhare bapuji maan jateTo phir hum saath hoteTo phir hum saath hote
Lakshmi: Apne labo ki hashi aye kash dedo tujhe
Mere khushi lele tu
Gaam apna dede mujhe
Kash churel 'Menaka' na hoti To phir hum saath hoteTp phir hum saath hote
Both: O sanam o sanam kash hota agar
Hum Menaka ki baat na maanteAur seeda bapuji ke paas jateSatykaam: To phir main tumhare saath hotaLakshmi: To phir main tumhaare saath hoti
Edited by rukhaya - 19 years ago

Created

Last reply

Replies

4

Views

574

Users

3

Frequent Posters

CarulinaTina thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 6
Posted: 19 years ago
#2
Cool idea rukhaya, will post mine too 😛
missmhow thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 19 years ago
#3
very inetresting idea..and i really enjoyed reading the song u made..i am not that creative but i will give it a try later on....
missmhow thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 19 years ago
#4
ok this song didnt need much change....and i am not that creative 😳 .still i tried.. 😳 😳 .so i hope u enjoy reading it
yuvraj:dekha na hai re socha na hai re
rakh di nishaane pe jaan
kadmon mein kajriii
nikle mera dumm hai bas yahi armaan...
Edited by missmhow - 19 years ago
SCNG3MJCP7X6FMIS thumbnail
Posted: 19 years ago
#5
Here's a song I found about betiyann from the film Na Tum Jaano Na Hum... totally ideal for this drama serial:

--FEMALE--
Yeh betiyaan to baabul ki raaniyaan hain - 2
Meethi meethi pyaari pyaari yeh kahaaniyaan hain
Yeh sheeshe diya gudiyaan rab jaane ke yeh kudiyaan
Kinna jamiyaan kinna le jaaniyaan hain
Yeh betiyaan to baabul ki raaniyaan hain
Meethi meethi pyaari pyaari yeh kahaaniyaan hain

--CHORUS--
Yeh ladkiyaan to maaon ki raaniyaan hain - 2
Meethi meethi pyaari pyaari yeh kahaaniyaan hain

--FEMALE--
Inka raam hain rakhwaala, inka bachpan bhola bhaala
Bholi bhaali si inki jawaaniyaan hain
Yeh ladkiyaan to maaon ki raaniyaan hain
Meethi meethi pyaari pyaari yeh kahaaniyaan hain
Sab ke dil ki saare ghar ki yeh raaniyaan hain - 2
Yeh chidiyaan ek din phur se ud jaaniyaan hain
Koi inka haath na chhode, koi inka dil na tode
Te sachche rab diyaan meherbaaniyaan hain
Yeh betiyaan to baabul ki raaniyaan hain
Meethi meethi pyaari pyaari yeh kahaaniyaan hain

--CHORUS--
Kahaaniyaan hain, mm hm hm hm hm hm, kahaaniyaan hain

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".