Promo 4: Dilshad telling Zoya her decision to get her married
"Ayaan, tum jao yaha se isse pehle ki ammi ko pata chal jaaye," said Asad.
As Ayaan was abt to go, they heard Dilshad n Zoya's voice.
Scene shifts in d corridor.
"Zoya, main chaahti hu ki tum nikaah kar lo," said Dilshad.
"Wat?" asked Zoya shockingly, "Aap aisa q keh rahi hai?"
"Tumhe yaad hai na aaj mazhar me fakir ne kya kaha tha? Agar fakir ne kuch kaha bhi na rehta fir bhi tum to jaanti ho ki tumhaare past k baare me pata chalne par tumhe bahot dard hoga," replied Zoya.
"Maine ek baar nikaah k liye try kiya tha aur aapne dekha tha na ki uss Akram ne kya kiya tha fir bhi aap mera nikaah karvaana chaahti hai," said Zoya.
"Beta, saare ladke Akram jaise nahi hote hai. Tumhe bhi achha ladka mil jaayega jaisa tum chaahti hu. Aur agar tumhe koi ladka na pasand aaya to tum mana kar dena," said Dilshad.
"Fine, I am ready par ladka broad-minded hona chaahiye Indian values k saath jaise main hu. Aap mere liye Asad jaisa ladka bilkul mat dhundna," said Zoya.
Dilshad n Asad-Ayaan who were watching them 4m Asad's room were shocked. Dilshad n Asad lukd hurt.
"Phuphi, don't get me wrong. Asad bahot acchha ladka hai. He is very intelligent n hard-working. Lekin agar vo isi tarah narrow-minded rahega aur logon ko kapdon aur unke lifestyle se judge karega na to vo kisi insaan ka true nature nahi dekh paayega aur use koi bhi insaan aasaani se dhokha de dega. U know wat Phuphi. Jab main pehle baar iss ghar me aayi thi to main iss ghar k style aur designs dekhkar bahot impress ho gayi thi. Muje aisa lag raha tha ki main US se India nahi India se US aa gayi hu. Main ye soch rahi thi ki iss ghar k itna modern design aur furniture mere ghar me bhi nahi hai. Main ye soch rahi thi jisne ye sab design ki hai vo ladka mujse bhi jyaada modern aur broad-minded hoga par Asad ne muje galat prove kar diya. Asad jitna dimaag itna modern design banaane me lagaata hai agar utna dimaag modern thinking me lagaaye to jyaada better hoga. Sirf architecture me modern designing karne se kuch nahi hota hai. Insaan ka soch aur common sense bhi modern hona chaahiye. Isliye muje Asad jaisa ladka nahi chaahiye," said Zoya.
Asad was very hurt @ wat Zoya said. Dilshad was also very hurt.
"Jo main chaahti hu na vo nahi ho paayega abhi qki Zoya isse bilkul khush nahi rahegi," thinks Dilshad sadly.
"Thik hai, Zoya. Tum jaisa chaahogi vaisa hi ladka main tumhaare liye dhundungi," said Dilshad wid a smile.
Dilshad went 4m there. Zoya went to her room.
"Bhaijaan, aapko to khush hona chaahiye qki aapki musibat chali jaayegi," said Ayaan.
"Ayaan plz, vo humaari friend hai. Main iss baare me kuch nahi kehna chaahta hu," said Asad.
"Bhaijaan, kya hua? Zoya ki baaton ka bura laga kya?" asked Ayaan wid concern.
"Vo sach hi to keh rahi thi. Usne mere khud ki ammi k saamne mere baare me vo sab keh diya jo uske dil me chubh raha tha. Maine uske feelings ko bahot hurt kiya hai, Ayaan. Muje bahot guilty feel ho raha hai," said Asad.
"Bhaijaan, aap uske saath aur friendly hoiye aur uske liye aisa kuch kijiye jisse vo bahot khush ho jaaye," said Ayaan.
"I think main samajh gaya ki muje kya karna chaahiye," said Asad.
In d evening, Zoya is in sitting on d sofa in d hall. She is lukn upset thinking abt her mom. Asad comes near her.
"Zoya, aaj Bhopal me cricket match hai. Kya aap mere saath chalegi? Najma bhi chalegi. I know aaj k din aap bahot upset hai par agar aap khush rahegi to aapki ammi jahan bhi hai aapko dekhkar bahot khush hogi. Kya aap chalegi humaare saath?" asked Asad.
Zoya lukd @ him softly.
"Okay, main tum dono k saath chalungi," replied Zoya.
Asad got happy along wid Dilshad n Najma who were also in d hall.
In d cricket stadium, Najma is sitting beween Asad n Zoya. D trio r enjoying watching cricket. Now, they r shown on TV. Dilshad is smiling on watching d trio. In SM, Ayaan, Humeira, Nikhat, Nuzhat n Badi Bi r also watching d cricket on TV.
"Bhaijaan, ye to Zoya hai jo Asad bhaijaan aur Najma hai," said Nuzhat.
"Kya? To yahi hai Zoya?" asks Badi Bi.
"Haan Badi Bi," replied Ayaan.
"Asad bhaijaan aur Zoya bhi dost ban gaye hai," said Humeira.
"Vo dono ek hi ghar me rehte hai to kitne din ek doosre k dost nahi rahenge," said Ayaan.
Promo 5: Asad witnessing dark and brutal side of Zoya
A guy n his parents came to see Zoya. Zoya was dressed in a black T-Shirt, black jeans n a black leather hood jacket.
"Waseem, aap jo keh rahe ho vo galat hai," said Zoya.
"Agar aapko meri aur mere parents ki baat manzoor nahi hai to main aapse nikaah nahi karunga," said Waseem.
"To tum muje reject kar rahe ho. Reject to main tumhe khud karnewaali thi," said Zoya.
"Hum chalte hai," said Waseem's mom.
Waseem n his parents got up. Zoya purposely spilled tea on his shirt. Asad saw dat.
"Ooops, I am so sorry. Main tumhe washroom dikha deti hu," said Zoya.
Asad followed Zoya n Waseem sensing sumthn weird. Waseem cleaned his shirt in Zoya's washroom. As Waseem came outside d washroom, Zoya grabbed his collar n pushed him to d wall. She slapped him hard across d face while giving him a venom filled stare. Waseem was shocked. Asad who was watching them by hiding outside her room was also shocked.
"Aap ye kya kar rahi hai?" asked Waseem.
Zoya stared @ him evilly n replied, "Vahi jo tu deserve karte hai."
Waseem tried to free himself but Zoya caught his hand n twisted behind his back.
"Ye kya battameezi hai?" asked Waseem getn angry, "Aap apne had me rahiye."
"Battameezi to tu aur tere parents mere saath kar rahe the. Main apne had me hi hu. Agar had paar karungi to tuje aur problem ho jaayegi," said Zoya in a cold tone.
"Chhodiye muje," said Waseem trying to struggle.
"Waseem Ansari. Tune baahar kya kaha tha? Tuje meri bike chaahiye. Business me mera jagah chaahiye. Tune kaha ki ladkiyan sirf ghar ka kaam karti hai aur baahar job nahi karti hai. Tune kaha ki ladkiyon ka position ladkon se kam rehta hai aur patni ko apne pati ki saari baat maanni chaahiye. Samajhta kya hai tu khud ko? Saale, tune kya kaha ki muje aise kapde nahi pehenne chaahiye. Tu muje kapde badalkar aane ko keh raha tha. Tuje biwi nahi naukrani chaahiye, kameene. Tu jaakar kisi naukrani se hi nikaah kar le. Tune aur tere ammi-abbu ne mera insult karke acchha nahi kiya hai. Tuje to ladkiyon ki izzat bhi nahi karne aati hai," said Zoya angrily twisting his hand even harder making him cry in pain.
"Plz, muje maaf kar do aur muje chhod do. Muje dard ho raha hai," pleaded Waseem.
Zoya laughed evilly n said in an evil tone while grabbing his hair n pulling it hard, "Tuje dard ho raha hai? Par muje to khushi mil rahi hai tuje aisa dekhkar. Tuje teri ammi ne nahi tere abbu ne hi paida kiya hai. Aage se kisi ladki ko neecha mat dikhaana aur unki izzat karna."
She pushed him near d door. Asad was getn shocked @ wat Zoya was doing. Zoya came before Waseem making him scared.
She pressed his chin hard n warned in a devilish tone while gritting her teeth, "Abhi jo bhi hua uss baare me tu kuch nahi jaanta hai aur agar tune iss baare me kisi se kuch kaha to tu mera vo roop dekhega jisse tuje bahot pachtaava hoga. Samjha?"
Waseem nodded him head in fear.
"Now, just get lost," said Zoya angrily pushed him out of her door.
She smirked in pleasure after he went.
Zoya tuk out her ammi's earrings 4m a small box n lukn @ it said in a serious tone, "Ammi, jo aapke saath hua na vo main khud ke saath nahi hone dungi qki main kisi ko chance hi nahi dungi muje hurt karne ka. Muje nikaah karne me bilkul interest nahi hai. Saare ladke ek jaise hi hote hai. Main unn sabhi ladke ko reject kar dungi jo mere raaste me aayenge. Muje aise cheezon me haarna pasand nahi hai isliye main kisi ko jeetne nahi dungi, Ammi. Abbu aapke maut k jimmedaar hai. Jarur iske peechhe uska aur uss aurat ka hi haath hai. Main unn dono pata lagaakar hi rahungi aur fir main (in anger)unn dono ko barbaad kar dungi. "
Asad got more horrified but felt bad for Zoya.
"Ye Zoya ne Waseem k saath jo kiya bilkul acchha kiya hai. Lekin kaun hai vo dono insaan jiske liye Zoya itni daraavni aur khoonkhaar ho gayi hai," thinks Asad.
Next day, Zoya was sitting in d hall. She was wearing a red T-Shirt, black leather hood jacket n black jeans mini-skirt wid black leggings underneath it.
"Zoya, muje kal shaam se hi ignore kar rahi hai. Vo Waseem ka gussa mujhpar bhi nikaal rahi hai. Usne kal mujse bahot buri tarah baat kiya," thinks Asad sadly.
Asad goes to Zoya wid a cup of coffee in his hand.
"Zoya, ye lo coffee," said Asad.
Zoya lukd @ him n then ignored him.
"Coffee hai zeher nahi," said Asad in a rough voice wid attitude.
Zoya stared @ him wid evil eyes n got up wid a start. She snatched d cup n kept it on d table before her.
"Muje teri fake sympathy nahi chaahiye, Asad," said Zoya angrily, "Tuje to bahot khushi huvi hogi na jab kal mera insult hua. Teri bhi soch Waseem aur uske parents ki tarah jo hai. Jab main iss ghar me aayi thi to tune muje mere kapdon se judge kiya tha. Maine tujse bonding karne ki koshish ki thi par tune mere yaha aane se pehlewaali puraani baatein beech me laayi. Iss ghar me sirf tu hi tha jise mera yaha rehna pasand nahi tha. Main tujse bahot nafrat karti thi qki tu bahot bada idiot tha. Tum sab ladke na ek hi jaisa hote hai. Na kabhi kisi ladki ko khush dekh sakte hai aur na kabhi kisi ladki ko khush rakh sakte hai. Tum sab kabhi nahi chaahte ho ki kabhi koi ladki kisi cheez me tumse aage badhe aur vo apni khud ki identity banaaye qki isse tumhaare ego ko hurt hoga. U all r just Male Chauvinistic Pigs. Tum sab k sab ladki haters ho."
"Aur aap kaun ho? Aap ek ladka hater ho," retorted Asad angrily, "Kuch ladke kya kameene nikle aap to sabhi ladkon ko aise hi samajhne lagi. Main maanta hu ki maine bahot badi galti ki hai aur maine aapko bahot hurt kiya hai lekin main iske liye bahot guilty hu. Mujse khud par sharam aa rahi hai. Maine aapse kayi baar maafi bhi maangi hai. Lekin aap ye accept karna hi nahi chaahti hai ki main ab pehle jaisa nahi raha aur ab main badal gaya hu qki ye maankar aap apne ego ko nahi hurt karna chaahti hai. Aapka ego aapko maanne hi nahi de raha hai ki main badal gaya hu qki aap ye maankar haar jaayengi. Aapko to humesha jeetna pasand hai aur aap jeetne k liye egoistic aur heartless ho gayi hai."
"Asaddd," screamed Zoya n raised her hand to slap him but she stopped it midway.
"Ruk q gayi tu, Zoya?" asked Asad grabbing both her hands n trying to make her slap him but Zoya is resisting by not letn him do dat, "Maar na muje. Muje rok q rahi hai? Jitna chaahe utna thappad maar le muje. Saara gussa nikaal de apna taaki tuje sukoon mile. (in a little bit hurtful tone)Main tujse ek baat kehna chaahta hu, Zoya. Kuch ladkon k vajah se tu saare ladkon se nafrat karne me itni andhi mat ho jaana ki tuje ye bhi na dikhaayi de ki kaun tujse genuinely pyaar karta hai aur tu jaisi hai tuje vaise hi pasand karta hai."
'Mitwa' sad version plays in d bg. Zoya stared @ him wid a little bit shocked expression wid his last 2 statements. She is still trying to free her hands not letn him even once to slap himself wid her hands.
"Wat d hell, Asad? Ab tera tameez aur tehzeeb kaha gaya? Chhod mera haath," said Zoya angrily pusing him off very hard causing Asad fall hard on d floor.
His forehead got hit wid d table n he started bleeding.
"Ahhh," cried Asad in pain while lying down.
"Asaddd," cried Zoya in panic as she saw him lying on d floor n bleeding 4m his forehead.
"Asad, I am so sorry. I did not meant to hurt u," apologized Zoya.
Scene shifts to Zoya where Zoya is putting bandage on Asad's wound.
"Zoya, I am sorry. I was so rude," apologized Asad.
"No Asad, I am sorry. Maine aapko gusse me kuch jyaada hi keh diya," apologized Zoya, "I am really fed up, Asad. Kal uss Waseem aur uske gharwaalon ne to had hi kar diya tha. Kitni giri huvi soch thi unki. Agar aisa hi chalta raha to log khaas karke ladkiyan khud ke desh se nafrat karne lagenge jaha par abhi log bahot narrow-minded hote hai. Jaha par ladkiyan abhi bhi discrimination face karti hai. Jaha log kapde se kisi k character ko judge karte hai."
"Shaant ho jao, Zoya," said Asad to calm her, "Acchha hua aapne kal jeans pehna tha jisse un logon ka true nature jaanne me aasaan ho gaya tha. Muje bhi Waseem aur uske ammi-abbu par bahot gussa aaya tha. Aap khud ko kisi k liye bhi change mat kijiye khaas karke jo bhi ladka aapko dekhne aaye qki vo aapko vaise hi accept karna chaahiye jaise aap hai. Main aage se dobaara aapse aisa kuch nahi kaunga jisse aapko hurt ho."
Zoya is amazed to see Asad understanding her n hugs him. Asad hugs her back. He has a discomfort luk on his face as he recalls seeing Zoya @ d mazhar n then sadly recalls Zoya teln yesterday dat she is not interested in getn n she vl reject every guy who vl come in her way after torturing Waseem n throwing him out of d room.
Edited by angel_juhi04 - 11 years ago
124