Originally posted by: AurinMishu
Waqt bhi thehra hai
Kaise kyun ye huaa
Kaash tu aise aaye
Jaise koi duaa
Tu ruh ki raahat hai
Tu meri ibaadat hai
Apne karam ki kar adaayein
Karde idhar bhi tu nigaahein
Sun raha hai na tu
Ro rahi hoon mai 😠ðŸ˜
VANIs TRAUMA 13.2
🏏ICC Men's T20 World Cup 2026:M19: AUS vs ZIM, Colombo 🏏
🏏ICC Men's T20 World Cup 2026: M21: NED vs USA at Chennai🏏
INNER CONNECT 🤓 14.2
Why is Karan doing so much ass-licking of Rani!!?
All 3 Mardaani films are successful :BOI. Rani holds record now!
🏏ICC Men's T20 World Cup 2026:M20: CAN vs UAE, Delhi 🏏
Most handsome naag
Zee Cine Awards 2026 discussion thread- nominations out
Snippet of Feral Arjun Rawte
🏏ICC Men's T20 World Cup 2026: M22: IRE vs Oman at Colombo🏏
Originally posted by: AurinMishu
Waqt bhi thehra hai
Kaise kyun ye huaa
Kaash tu aise aaye
Jaise koi duaa
Tu ruh ki raahat hai
Tu meri ibaadat hai
Apne karam ki kar adaayein
Karde idhar bhi tu nigaahein
Sun raha hai na tu
Ro rahi hoon mai 😠ðŸ˜
Originally posted by: AurinMishu
Always loved the song but pehle kabhi itna touch nahi kiya tha.
Aajkal har waqt ye lines kaano main gunjti rehti hai
Humaara AKA 😠😠ðŸ˜
Khoyi khoyi si hoon main
kyun ye dil ka haal hai
dhundhle saare khaab hain
uljha har khayaal hai
saari kaliyaan murjha gayin
rang unke yaadon mein reh gaye
saare gharonde ret ke,
lehrein aayin lehron mein beh gaye.
raah mein kal kitne charaag the,
saamne kal phoolon ke baag the
kis se kahun kaun hai jo sune,
kaante hi kyun maine hain chune
sapne mere kyun hain kho gaye
jaage hain kyun dil mein gham naye
saari kaliyaan murjha gayin
rang unke yaadon mein reh gaye
saare gharonde ret ke,
lehrein aayin lehron mein beh gaye.
Na na na na na na..
Na na na na na na...
Kya kahun kyun ye dil udaas hai
ab koi door hai na paas hai
chhoo le jo dil wo baatein ab kahan
wo din kahan raatein ab kahan
jo beeta kal hai ab khwab sa
ab dil mera hai betaab sa
saari kaliyaan murjha gayin
rang unke yaadon mein reh gaye
saare gharonde ret ke,
lehrein aayin lehron mein beh gaye..
ðŸ˜
Originally posted by: ohmygodurgreat
One more song..
Khoyi khoyi si hoon main
kyun ye dil ka haal hai
dhundhle saare khaab hain
uljha har khayaal hai
saari kaliyaan murjha gayin
rang unke yaadon mein reh gaye
saare gharonde ret ke,
lehrein aayin lehron mein beh gaye.
raah mein kal kitne charaag the,
saamne kal phoolon ke baag the
kis se kahun kaun hai jo sune,
kaante hi kyun maine hain chune
sapne mere kyun hain kho gaye
jaage hain kyun dil mein gham nayesaari kaliyaan murjha gayin
rang unke yaadon mein reh gaye
saare gharonde ret ke,
lehrein aayin lehron mein beh gaye.Na na na na na na..
Na na na na na na...Kya kahun kyun ye dil udaas hai
ab koi door hai na paas hai
chhoo le jo dil wo baatein ab kahan
wo din kahan raatein ab kahan
jo beeta kal hai ab khwab sa
ab dil mera hai betaab sasaari kaliyaan murjha gayin
rang unke yaadon mein reh gaye
saare gharonde ret ke,
lehrein aayin lehron mein beh gaye..ðŸ˜
Originally posted by: grintson
ghoshhh.. y this song niha... gawd this song is utterly painful .. ðŸ˜ðŸ˜ when this song was used in aka to depict amita's pain... i had cried for many hours and even after... is song ko sunte hi dil me dard uthta hai... ðŸ˜ðŸ˜
Originally posted by: ohmygodurgreat
Whenever this song is played, I remember Amita crying. It was played when Amit was leaving to the US. Amita was looking at their Photo and crying. I know it is painfulðŸ˜But it rightly depicts my stateðŸ˜ðŸ˜wo din kahan raateiin ab kahan AmanðŸ˜ðŸ˜