But she was actually jumping from inside!
She thought to herself yeh meray saat bohat mazak kar tah hai to meh kyu nahi?
Antara: Leykin meh to aaj ek larkay ko propse karnay jah rahiy thi!
Raghu: Kya?!! KOHN HAI WO MEH USAY MAAR DALU GHA!
Antara: Tum nahi mar saktay wo wo meri jaan hai
Raghu: LEYKIN TUM APUN KI JAAN HO!
Antara: Meh ushay bohat pyaar kar ti hu!
Raghu: Meh tujhay panay kay liya JAAN DEH SAKTA HU YA LEH SAKTAH HU!
Raghu: Abb apun ko choor nahi saktiy apun ki maa jaisa!
A tear came rolling down his cheek antara came foward and cleared his tears!
Antara: Tumhay pata hai ki wo larkay koun hai? WO LARKH TUM HO RAGHU! TUM!
She wiped his tears and placed a kiss on his cheek
Antara: Meh tumhay kabhi nahi choor kay jao ghi! leykin tum mujhay wada karo ki tum mujhay apni papa kay tarah nahi choro ghay!
Raghu: Kabhi nahi! and he placed a kiss on her cheek.
Edited by HELLO999 - 12 years ago