(sur: aao bachho tumhe dikhaun jhanki Hindustan ki)
Aao bachho tumhe sunau kahani kuttaran ki
jisme meine pyaar kiatha badmizaz ek ladki se
Mein uske pichhe bhhag raha tha
woh mar rahi thi kisi aure se
bolo kuttaran...bolo kuttaran
bolo kuttaran...bolo kuttaran
jab meine chalta tha sina taan ke
sau sau gunde chhup jaate the
darke apni jaan se...
jab mein dahadta tha... toh
sabki ho jati chhuti
par meine banjata tha bhibi billi
apni tappu rani ki pyaar mein...
bolo kuttaran...bolo kuttaran
bolo kuttaran...bolo kuttaran
ek din mere ghar mein aye meri nanhi pari re
jisko meine pyar kiya hei apni jaan se jyada re..
socha tha ki usne mujhe
banayegi sher se saba sher re
par apni harkaton se
bana di mujhe pao sher re..
uski harkat se meri dahad gaya kahin gum re..
nahin toh kya ekadasi chuhiya
dikhaye mujhe aankh re...
bolo kuttaran...bolo kuttaran
bolo kuttaran...bolo kuttaran