Hamesha ladaki ka dupatta atak jata hai and wo ladake pe chilati hai and badmein realise karati hai ki galati ladake ki nahi hai ...
Lekin rantara...lol
Raghu ka dupatta chair se atak gaya and wo antara ko dupatta chodane ke liye bol raha hai...lol...lekin badame pata chala antara ne to dupatta pakada hi nahi...ha ha ha ha
Hai na sabse alag...