Posted:
marriage track news ne demag kaharab kar diya 😡
kl antara ne kaha ki na to tumne NAMAK ka farj adda kiya na DOSTI ka ...😕 😕
kl ka epi future track ki or ishara kar raha tha
mujhe raghu par BHAROSA h wo pahle namak yaane DM ka farj adda karenga then dosti yane antara ka ...😃 😃
namak or dosti me jeet dosti ki hongi ...😃 😃
or @Ria ne kaha ne to ab raghu sattu ko namak daalkar paani ke sath pee jayenga 😆 😆