hey re mere dukkhi fans.. jinohone kal shaleen ke sath baat karne ka mauka gawa diya.. aao yeha pe aao aur apni dukh bhari dastan ko bayan karo.. humhari dukkhi ki to kisiko kadar hi nehi hai re..
humhare liye ak text chat ka intezam kisine nehi kiya..?
dekho maine ro ro ke kya haal kar diya hai ghar ki..