Ek anjani si dosti ne jeena sikha diya, Roti aankhon ko meri jeena sikha diya, Khud se bhi hum bekhabar hote ja rahe hein, Inayat hai unki ke humein pyaar karna sikha diya.
Tumhara jutha pyar ko hamari zindagi samja,
Tumhe apna dil deke tumhara dard liya,
Tumhare khel ko me samaj na saka,
Tumko bewafa kehne ka kabil na raha..
Ehsas agar ho to Pyar karo mehsoos, Haar baat ka izhar zaroori nahi Lab se
Phool aisa ho jo baagh ko khushbo say bhar dhay. Humsafar aisa ho jo andheron ko roshan karday. dost jai jesa ho jo Zindagi ko Khush or Bani ko SMS say bhar dhay.
Wat do think guys plz do comment
thx 😊