
Har raah pe khushiya ho,
Har din khubsoorat ho,
Aisa hi poora jivan ho,
Yahi har din meri dua ho,
Aisa hi tumhara har janamdin ho!!!

Aur chidyon ne gaanaa gaayaa
Phoolon ne hans hans kar bolaa
Mubarak ho tumhaara janam din aaya!
apne dost ko kya udhar du
koi acchasa phool hota to mali se mangvata
jo khud gulab he usko kya gulab du
Junam Din Mubarak Ho'