Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread- 3rd Nov 2025.
GOLGUPPA PARTY 3.11
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 03 Nov 2025 EDT
READ COMMENTS 4.11
Hahahahahahaha: New nicknames for Gen 4 lead couple.
Did SRK copy Brad Pitt’s F1 look and style for King?
Mihir Is Such An
Why they bringing people we didn’t ask for back
Aishwarya Rai at fault for ruining Salman's life?
📚Book Talk Forum, October 2025 Reading Challenge Results📚
Why is Bigg Boss Hellbent on Saving Kunika?
Song out now 'Usey Kehna' - Tere Ishq Mein.
20 years of Kyon Ki
Kartik Aryan's TMMTMTTR will clash with Agastya's Ikkis
Accha 'Ehsaas' ko har kisi ke dil tak pahuchaane ke liye jo koi bhi bhaasha use karoge chalega.
But would suggest you to write in Hindi..so that i have a chance to learn n improve😛😛 thodi si selfish ho rahi hoo😉
Originally posted by: vironikajain
Achi shuruwat hai..Ehsaas kehne ko chota sa shabd hai par humari zindagi mein sab kuch inhi ehsaaso se juda hai.. hum zindagi ki har chiz choti se lekar badi tak ek ehsaas se hi mehsoos karte hai... ❤️
Hindi mein hi zari rakhna..usme likhe hue ko padhne ka maaza hi kuch or hai..
Originally posted by: sinalbest
Ek fayda hua hai mere hindi mein likhne se..Kafi log hindi mein rpl karte hai..😉yeh accha hai..😛Thanks for the comment..😛Bilkul Hindi mein jari rakhenge.. aapka hukum sar aankho par..
Originally posted by: lpsakshi
mm good portraite
Originally posted by: vironikajain
Mein try karti hun ki teri OS mein hindi mein hi comment karo par humesha nhi kar pati shabd nhi milte.. 😉 😆
Mera hukum sar ankhon par 😲 chal iss baat ko yaad rakhiyo.. 😉
Originally posted by: jineejiggs
Ehsaas ho ehsaas karne ke liye dil ka hona zaroori hain aur jis ke paas yeh ho unn tak yeh ehsaas pohaunch hi jata hain, ise nahi toh kisi bhasa ki zaroorat hoti hain aur nahi kisi zabaan ki, bas dil se jud hi jate hain yeh ehsaas, @Sagar, aap kisi bhi bhasha me likho aakhir pohaunch toh dil tak hi jayegi, par phir bhi agar aap raaste chunneko bolenge toh main Hindi ko hi chunungi, har bhasha ki ek alag hi mithaas hain aur jab aap apne matri bhasha me likhte ho toh woh cheez aur bhi khoobsurat ho jati hain, uss 'ehsaas' ki baat hi kuch nirali hoti hain...shuruaat bohot achhi thi, mujhe behaad pasand aya, mujhe aage padna hain.