So just piling up to drool over them
1."Dimaagi ghulami ko dil ki deewangi hi tod sakti hain...zanjeeron se jakde dimaag ko sirf dil ki dhadkan hi tod sakti hain..." said by the begums đ
It indicates that soon Jodha will rule on Jalal's Heart đ
2. "Badshah ka baap sirf baadshah hota hai ek wazir nahi.." said by the king for BK
It indicates that bairu's hukumat over jalal's mind will soon gonna end.đ
3. " Wo Badshah hi kya jiski koi badshahat na ho..." Said by our very own jalal to ruku begum đ
Although it was for fun but the way rajat said it indicates a lot that jalal is on his way to becum a gr8 baadshah đ
4. "Agar baagi bagawat karega to ye badshah apni talwaar zarur uthayega..." The precap dialogue by Jalal to BK.
Bairu uncle ab to samjh jao kyu marna chahte ho jalal k haathon...
5. " Baat tau saaf hi hae shahansha ... hum chokannae isi lye rahtae hae k hamae dushman par yakeen nhi rahta ... par mushkil tab hoti haw jab wohi aap k khilaf khada ho jae ... jise aap apne saath samjhtae thae...dushmaon ki ranjish aap ka kuch nhi bigad sakti ... par ano ki sazish ka kia"
Said by abdul to jalal to make him aware of BK's intentions (Thnx to sara di for remindingđ)
New Dialogues
6. "Kahin unki nigaahen kisi aur par tik gayi...aur kisi aur ka nishaana unke dil pe lag gaya...to aapke shauhar ka dil aur unki nigaahen kahin ulajh jayengi..." (credit:libran90)
7. "Aankhon se behne waale aansoon dil ke hone ka saboot hai...dil mein jab dard hota hai,tabhi to aansoon behte hain...Shayad unka dil dhadakna shuru ho gaya ho..."(credit:libran90)
8. "Jung ke waqt humare saamne khada sipahi humara dushman hai lekin jung jeetne ke baad uske biwi bachhe humari riyaya hote hain. Aur humari riyaya par humla karne ka haq kisi ko bhi nahi hai." đ
Share ur fav dialoguesđ
Luv
Khushi