Big Boss 19: Daily Discussion Thread - Aug 27, 2025
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 27 Aug 2025 EDT
YRKKH SM updates, BTS and Spoilers Thread #126
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 28 Aug 2025 EDT
Alia Bhatt Slams Media For Sharing Video Of Her House
Param Sundari review and box office
BHAROSA THODNA 28.8
Anupamaa 27 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Trump imposes 50% tariff on India for buying Russian oil??!
Case Filed Against SRK Deepika
Flops put Hrithik Roshan’s stardom under question mark?
Who impressed you more in the movie Saiyaara?
10 years of Phantom
Anupamaa 28 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Dil kyun yeh mera shor kare
Idhar nahin udhar nahin
Teri ore chale
Zara der mein yeh kya ho gaya
Nazar milte hi kahan kho gaya
Zara der mein yeh kya ho gaya
Nazar milte hi kahan kho gaya
Bheed mein logon ki woh hai wahan
Aur pyaar ke mele mein akela itna hoon main yahan
Dil kyun yeh mera shor kare, dil kyun yeh mera shor kare
Idhar nahin udhar nahin
Teri ore chale
Shuru ho gayi kahani meri
Mere dil ne baat na maani meri
Shuru ho gayi kahani meri
Mere dil ne baat na maani meri
Hadd se bhi aagey yeh guzar hi gaya
Khud bhi pareshaan hua mujhko bhi yeh kar gaya
Dil kyun yeh mera shor kare, dil kyun yeh mera shor kare
Idhar nahin udhar nahin
Teri ore chale
Originally posted by: lily.lotus.rosy
Yeh raha mera wala dedication!😳
Ho aaj kal tanha main kahan hoon, saath chalta koi
Uski hame aadat hone ki aadat ho gayi
Woh jo mila hai jab se uski sauhbat ho gayi
ik zara masoom se dil ki aafat ho gai
Sun le zara, sun le zara
Dil ne kaha, itna bas mujhe pata hai
I am in love, I am in love
Tu hi bataa jaane kya mujhe hua hai
Ose boondhon mein tu hai, aankhein moondu mein tu hai
Dishaayon das tu hai, tu hi hai bas tu hai
Dil ka shehar tu hai, acchi khabar tu hai
Fursat ki hassi tu hai, jo bhi thi kami tu hai
Ose boondhon mein tu hai, aankhein moondu mein tu hai
Dishaayon das tu hai, tu hi hai bas tu hai
Dil ka shehar tu hai, acchi khabar tu hai
Fursat ki hassi tu hai, jo bhi thi kami tu hai
Tu hai mera, tu hai mera
Kuch main jaanu na, itna bas mujhe pataa hai
I am in love, I am in love
Tu hi bataa jaane kya mujhe hua hai
Baadal pe chalta hoon main, girta sambhalta hoon main
Khwaishein karta hoon main, khone se darta hoon main
Jaaga na soya hoon main, musafir khoya hoon main
Kuch sarfira sa hoon main, budhu zara sa hoon main
Baadal pe chalta hoon main, girta sambhalta hoon main
Khwaishein karta hoon main, khone se darta hoon main
Jaaga na soya hoon main, musafir khoya hoon main
Kuch sarfira sa hoon main, budhu zara sa hoon main
Dil kya kare, dil kya kare
Tere bina, itna bas mujhe pata hai
I am in love, I am in love
Tu hi bataa jaane kya mujhe hua hai
Originally posted by: grintson
tumse mil k maine jaana...
ishq kya mohabbat kya..bhool baitha sab kuch mai toh..din kya raat kya...chahein tumhe..khali salaam dua mulaqat mein..chehre ki rangat badal rahi hai teri saubat mein...ye tune kya kiyaye tune kya kiyadooba mai dil ki jannat mein...khali salaam dua mulaqat mein..chehre ki rangat badal rahi hai teri saubat mein...jo khalipan thaa jo soonapan thaa..wo khil utha hai jaane khuda..badal raha hai har ek mausambechain dil ka jaane khudajaane khuda... jaane khuda..tumse mil ke maine jaana.josh kya junoon hai kyabhool baitha sab kuch mai toh..chaain kya sukoon hai kya...chahein tumhe..khali salaam dua mulaqat mein..chehre ki rangat badal rahi hai teri saubat mein...jo badh raha hai dilon ka rishta..wo badhta jaaye hai ye dua..toote kabhi naa ye silsila ab..saari umar bas hai ye dua..hai ye dua.. hai ye dua..tumse mil ke maine jaanarang kya roop kyabhool baitha sab kuch mai toh..chhaoon kya dhoop kya..chahein tumhe..khali salaam dua mulaqat mein..chehre ki rangat badal rahi hai teri saubat mein...