She was shocked to the core knowing about how they were related to Roshni.She had never seen her chief and her 2nd in command talk like this to each other.Moreover,she was shocked to see this side of them.
As Rathod turned around to go away,he saw a quite Riya standing over there.
Both Rathod and Arjun were shocked to see her there at the Shiv Mandir,where the two ACPs were doing the "shraadh" of Roshni.
As Riya saw Rathod fumbling for words,Riya took the initiative and started the convo.
Riya(with a calm and serene look): fikar maat kijiye,Sir.Maine aap dono ki puri baat nahi suni.Sirf Roshniji ke baare mein suna.Aap dono ki colleague hone ke naate,haq toh banta hai.
Rathod: Riya,tum yahaan?
Riya's face loses it colour.She tries to remain normal and tries to hide her tears,but it failed.
A tear drop fell from her eye,keeping the pattern of the tear on her rosy pinks cheeks.
Rathod and Arjun didnt fail to notice it.
Before they could speak,Riya spoke.
Riya(wiping her tears):Aaj ki tarikh ko main kaise bhul sakti hu,jaise aap dono nahi bhula paaye. Aaj meri Baba ki barsi thhi.Issi din har roz mandir aati hu aur Bhagwan se prarthna karti hu ki,mere Baba jahan kahin bhi hai,unhe sahi salamat rakkhe,kyunki,mere Papa yahi chahte thhe ki main unke jaane ke baad unke maut ke gham mein na dubu,balki,main khushi se rehna sikhu,kyunki,"Kisi apne ko khone ke baad,khushi se rehna bohut kam log jante hai,par,meri beti zarur khushi khushi apni zindagi jeeyegi."
aap log yeh maat sochiyega ki maine yeh sab aap dono ko intentionally sunaya hai,par yahi sach hai.Sir,meri iss choti si zindagi mein,sirf main aur mere Papa thhe.Unhone mujhe ek baat batayi thhi,ki,"Jaise heads or tails ek sikke ki do pehlu hote hai,waise hi,Dukh aur sukh,Khushi aur gham bhi zindagi ke do alag alag pehlu hai.Sukh jaate waqt humein batake nahi jaati hai,ar,Dukh aate waqt humein batake nahi ati hai.Isiliye,humein humari zindagi ko acche se jeene ki KOSHISH karni chahiye,kyunki,yeh zindagi bohut choti hai,aur,kya pata,hum kal rahe ya na rahe."
Isiliye,main mere Baba ki kahi huyi baato pe amal kar rahi hu aur aage bhi karti rahungi.
Arjun sir aur Rathod sir,maine bhi ek apne koi khoya hai,par iska matlab yeh thori na hai,ki,unke maut ke gham mein doobe rahe.Balki,humari yahi KOSHISH honi chahiye ki hum unke saath bitaye huye har acche aur khushnuma yaado ke saath jeeye aur unhe kabhi let down na feel karwaye.
Rathod sir aur Arjun sir,I know,main apni haadein par kar chuki hu,par,ek aur baat,agar aap aaj khush rahenge,toh,Roshni ji bhi wahan se aap dono ko khushi se dekh rahi hongi,kyunki,aap dono hi unke hisse ki zindagi jee rahe hai,unke saath bitaye huye acche yaado ke saath.Ek friend ke naate bol rahi hu,"Aaj ek zindagi aur jee lijiye,kyunki,kya pata,Kal Ho Na Ho."
With that,she ended her convo there and gave them the prasad and left away.Before leaving away,she turned to them,and flashed a dimpled smile of her and signalled them to smile.
Rathod and Arjun,for the very first time,had no words left to speak.
She,indeed,left an impact on them with her words.
The End.