So what better way than an amalgamation of a few things that culturally relate to you?
Rahat Fatel Ali Khan (yes, yes the man who sung Teri Meri and SaRun made us fall in love with the song) sang this for a Pakistani show called Zindagi Dhoop Tum Ghana Saaya... This song echoes our feelings if you even think of leaving us:
Rang hi rang they nighahon mein |
Jaisay sat rangiyaan hon raahon mein |
Husn tha noor ki panahoon mein |
Ishq tha bekhudi ki baahon mein |
Tumko har aan mehrbaan paaya |
Zindigi Dhoop Tum Ghana Saaya |
Zindigi Dhoop Tum Ghana Saaya |
Kya khabar thee ke saath thora hai |
Meri taqdeer main wihchora hai |
Jiss dorahay pe tum ne choda hai |
Uss ne bandhan lagan ka toda hai |
Chal diay tum ke jub yaqeen aaya |
Zindigi Dhoop Tum Ghana Saaya |
Zindigi Dhoop Tum Ghana Saaya |
Yeh lagan to nahi agan hai yeh |
Kaisay kehdo ke apna pan hai yeh |
Dekhnay ko dharakta mann hai yeh |
Kab milan ki tarhan milan hai yeh? |
Dil naa maana hazaar samjhaya |
Zindigi Dhoop Tum Ghana Saaya |
Ab toh aajjjaaa Soniii
1k