Hath say choo kay isay rishton ka ilzaam na do (Do not touch it and accuse it of a relationship)
sirf ehsaas hai ye, rooh se mehsoos karo (This is only a sentiment, feel it with your soul)
pyaar ko pyaar hi rehne do,koi naam na do (Let love remain love, do not give it a name)
pyaar koi bol nahi, pyaar awaaz nahi (Love is not a voice, love is not a sound)
ek khamoshi hai, sunti hai kaha karti hai (It is a silence that listens and speaks (silently)
na ye bujhti hai na rukti hai, na thehri hai kahin (It can not be extinguished, stopped nor stayed)
noor ki boond hai, sadiyon se baha karti hai (It is a drop of effulgence that has flowed eternally)
sirf ehsaas hai yerooh se mehsoos karo (This is only a sentiment, feel it with your soul)
pyaar ko pyaar hi rehne do koi naam na do
humne dekhi hai un aankhon ki mehakti khushboo
