hey guys! you know what! aaj aditya mujhse bohot naraaz hai! uske bina kuch bhi accha nahi lag raha! hum dono ka jhagda ho gaya! aaj to epi dekhke uski aur yaad aa rahi hai! humne kal raat se baat nahi ki hai! i am feeling like crying!😭 aur isi tarah maine ek poem likh diya! i wanted to share it with you all! well jahaan pe maine apna aur aditya ka naam likha hai wahaan pe taani aur rey imagine kar lena!
ADITI / TAANI SIRF ADITYA / REY KI!
aditya / rey kaise kahoon tumse / aapse
kitna hai mujhe pyaar,
tumhare / aapke baho me samane ko
mai hoon bekarar!
ab maan bhi jaao / jaayiye
aisi bhi kya berukhi humse?
mana galti ki hai maine
par maafi maang rahi hoon na tumse / aapse!
na subah milne aaye
na raat ko baat ki,
kyun itna ho naraaz
mai to aditi / taani hoon aditya / rey ki!
tumhare / aapke bina mai kya hoon?
behti ret kisi haath ki!
bas itna kahna chahungi
mai ho nahi sakti kisi aur ki!
hey guys so how was it? bahut dukhi man se likha hai maine! please comment! it is really needed! this poem is my real feelings! pyaar aisa kyun hota hai krishna ji?