arjun kitna lucky hai...
logo ko ek ni milti,
aur ise 3 milgayi..
aur hum hazaro mrs. Rawte.. Ka to kuch ni kehna..
parrrh sach mei kis k sath jamegi hamare sherh ki jodi...
kya woh sherni hogi ya bheegi billi...
Arni ka to koi chanc nahi raha...
Ariya ki posibility ki umid ko bhi khatam kardiya...
kya aisha tik payegi hamare heartthrob k sath?
i seriously want Riya bac..
Kash...