Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 10th Oct 2025
COURSE TOGETHER 10.10
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct 10, 2025 Episode Discussion Thread
Deepika finally breaks her silence on exit from Spirit and Kalki
Anupamaa is currently the best show on Indian TV
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct 11, 2025 Episode Discussion Thread
Ba***ds of Bollywood: Manufactured hype?
THALI KA BAINGAN 11.10
🏏India vs West Indies,2nd Test: New Delhi, Day 2 🏏
A Beautiful Journey: Tum Se Tum Tak Deserves All the Love
Anupamaa 10 Oct 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Amaal deserves some appreciation
Masterminds-Pari n RV
Khushi Kapoor- star queen
Rumour - Alia Bhatt In Kalki 2
A beautiful story
Deepika Padukone Is India's First Mental Health Ambassador
Tum se Tum tak episodes - EDT #2
Is Janhvi Kapoor a better actress than Aishwarya Rai ever was?
Arjun Kapoor is overhated
Aankho mein aasu ki chamak aaj bhi hai,
unko mere pyar par shaq aaj bhi hai,
naav mein beth ke haath dhoye the usne,
samundar mein mehendi ki mahek aaj bhi hai...
Tanhaiyo ke sheher mein ek ghar bana liya,
ruswaiyo ko apna mukaddar bana liya,
dekha hai yaha pathar ko pujate hai log,
bas isliye apne dil ko pathar bana liya...
Do kadam toh zindagi mein sab chalte hai,
par zindagi bhar ka saath koi nahi nibhata,
agar has kar bhulayi jati yaadein,
to ro kar koi ghum nahi chupata...
Ek taraf se doli uthi,
khushiyo aur shehnaiyo ke saath,
ek taraf se arthi uthi,
ghumo aur tanhaiyo ke saath,
dono takra gaye,
dekhne wale chakra gaye,
bheed mein se awaz aayi,
ya khuda yeh kaisi khudai hai,
mehboob ki doli dekhne,
yaar ki arthi aayi hai...
Kaash ke unhe chahne ka armaan na hota,
mein hosh mein hote huye anjaan na hota,
yeh pyar na hota kisi patthar dil se hume,
ya koi patthar dil insaan na hota...
Jab bhi dekhti hai unki nazarein,
nazarein juka leti hai,
khuda ka shukar hai,
hume pehchan toh leti hai...
Na thi jisko mere pyar ki kadar,
itifaaq se,
ussi ko chaah rahe the hum,
ussi diye ne haath jala diya,
jisko hawa se bacha rahe the hum...
Woh ruthe humse,
hum mana ne chale gaye,
mana na toh humne kabhi sikha hi nahi,
kya kare pehle humse koi rutha hi nahi...
Kya yeh bhi zindagi hai,
ki raahat kabhi na ho,
aise bhi kisi se mohobat kabhi na ho,
vaada zarur karte hain aate nahin kabhi,
phir yeh bhi chahate hain shikayat kabhi na ho...