Din Jo Guzra Tu Kisi Yaad Ki Ro Mai Guzra
Acchay Waqton Ki Tamanna Mai Rahi Umar-e-Rawaan
Waqt Aisa Tha Kay Bus Naaz Uthatay GuzriT
ujh Say Kiya Kehtay Teray Paas Jo Aatay Guzri
Raat Kiya Aayi Kay Tanhayi Kay Sargoshi Mai
Ghum Ka Aalam Tha Magar Suntay Sunatay Guzri
ujh Say Kiya Kehtay Teray Paas Jo Aatay Guzri