betion ko dhan kion kaha jaata hai

bratz007 thumbnail
Anniversary 17 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail + 2
Posted: 17 years ago
#1

off jise deko shikayat,ki betiyon ko beto se kum maana jata hai,

ok tell me why we call betiyan paraya dhan?

 

dhan means kamai ,jo koi bhi apni mehnat ke saat time laga ker use paate hai.sub betiyon ko to khush hona chahiye ki unhe apne jeevan ki poonji kaha gaya hai,jo beton ko nahi kehte,betiyan woh shaksiyat hai jo parents bade pyaar ke saat pal ker ,apni zindagi laga ker bada kerte hain kitni aasani se sub keh dete hai ki betiyon ne to chale jana haota hai is liye  parents unhe pyaar nahi kerte diffrence rakhte hain,bachhe maa baap ka ansh hote hain unhe jub vida kerna hota hai to sirf woh hi jaante hain ki unper kya bitti hai. betiyon ko to jaa ker pati ka pyaar milta hai ,maa baap ko kya milta hai ,woh isi main kush hote hai ki unki beti sukhi hai..

betiyon ko ghar ki ijjat kaha jata hai (itni badi baat hai yeh) phir bhi shikaayat.

Created

Last reply

Replies

1

Views

578

Users

1

Frequent Posters

bratz007 thumbnail
Anniversary 17 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail + 2
Posted: 17 years ago
#2
its a compliment and fact not a bad thing