Best Tow Line Urdu Sad Shayari Collection For 2013
Woh umar bhar sath nibha na saka mera,
Haan yaad ban kar usne mujhe kabhi tanha nahi chora..!!!
Ishaq karna hai to dard bhi sehna sikho,
Warna aisa karo , Auqat main rehna sikho..!!!
Tum ne kiya na yaad kabhi bhool kar ham ko,
Hum ne tumhari yaad main sab kuch bhula diya..!!!
Chiragh jalana to purani rasmen hai Faraz,
Ab to tere sehar ke log insaan jala deta hai..!!!
Chah kar bhi poch nahi paate haal un ka,
Darte hain kahin keh na day, tum ko haq kis ne diya..!!!
www.hindishayarisms.in