Posted:
Kehne ko raat thi phir bhi ek baat thi
Anjaana chehra tha ek khwab sunhera tha
kuch kehne ki chah thi kwabon ka saaya tha par zindagi ne rulaaya tha na
jaana tha kahin par raah bhatak gai ek andekhi ankahi chamak me kho gai jab aankhen khuli to khud me hi kho gai
Ek ajnabi khawab zindagi ka ehsaas
440