aaoge jab tum o sajnaa aangana phool khilenge
barsegaa saawan barsegaa saawan jhoom jhoomke
do dil aise milenge
aaoge jab tum o sajnaa aangana phool khilenge
nainaa tere kajaraa re hain
naino pe ham dil haare hain
anjaane hi tere naino ne, waade kiye kayi saare hain
saanson ki lay madham chalein, tose gaye
barsegaa saawan barsegaa saawan jhoom jhoomke
do dil aise milenge
aaoge jab tum o sajnaa aangana phool khilenge
chanda ko taaku raaton ko
hai zindagi tere haanthon mein
palko pe jhilmil taare hain
aanaa bhari barsaato mein
sapno kaa jahaan hogaa khelaa khelaa
barsegaa saawan barsegaa saawan jhoom jhoomke
do dil aise milenge
aaoge jab tum o sajnaa aangan phool khilenge