Ankhon mein tum base ho, sapne hazaar ban ke
Mere dil mein yunhi rahna, tum pyar pyar ban ke- Aaye ho
Badalega rang zamana, par tum nahi badalna
Meri mang yun hi bharna, taare hazaar ban ke
Mere dil mein yun hi rahna, tum pyar pyar ban ke
Thama hai haath mera, phir umr bhar nibhana
Mujhe chod ke na jana, wade hazaar kar ke
Mere dil mein yun hi rahna tum pyar pyar ban ke