Posted:
yaar kal ka episode mai ek baat samaj nahi ayi,siddhi na kunal ko sab bata diya,phir bhi esa lag raha ki kunal ko shayad sidhi par trust nahi hai,kyoki precap mai dikhata hai kunal siddhi sa kahata hai ki apna drama band karo or meri suna,iska kya matlab hai kyoki agar usa siddhi pa trust kiya hota to vo esa nahi kahata ,maina to socha tha ki jab kunal ka samna sach ayaga vo guilty feel karaga par esa kuch nahi huya,yaar ya log akir kya dikhana khata hai,
vasa siddhi na itna bada sacrifice kiya,sabsa door rahi,kunal ka paas to phir bhi family thi,beta tha,siddhi ka paas kuch nahi tha,phir bhi kunal usa sorry bolna ki jagaha akru par dikha raha hai,yaar agar ab bhi richa ka sach samna nahi la raha hai,to hud hai phir to