Posted:
yaar last episode mai richa ka expresstion dekhna layak tha,ab mai to ya chata hu,ki richa koi galti kar da jissa kunal ka samna sara sach aa gaya kyoki mujha sach ka samna ana ka bahut intzaar hai,hum apna sinal ko ek hota dekhna chata hai,par sari mu door karka,hum chata hai ki kunal ka dimaag mai koi bhi sawaal na raha ,usko pata laga ki siddhi na usa bachana ka liya kya kya kiya hai,richa na kaisa uska bata ko marna ki kosish ki,uska samna sara sach aa jaya
par yaar mujha dar lag raha hai,richa phir sa kuch esa na kar da jissa phir mu ho jaya kyoki kal vo kaha rahi thi,siddhi tumha bahut badi keemat chukani hogi,yaar esa nahi hona chahiya varna mai to show dekh bhi nahi payuga kyoki mai apni siddhi ka saath kuch bhi galat hota va nahi dekh sakta