Originally posted by: Neelum.drashti
😊...han, pata nahi usko saath la ka jaya ga k nahi, and I am more curious about their SR, unki pehli mulaqat after lagally married kya kara ga Rk?? n agar us na kuch kiya tu madhu kya usko tappad mara gi yahnn... n kya RK bus asa shaadi kar la ga, n malik hospital ma hai, kya aisi situation madhu rk ka saath chali jaya gi...uufff kitna sara questions aa raha hain dimaag ma