Judge ka fasila sahi nahi tha waki main woh tanmey ki baat par kesey yakeen kar saktey hain tanmey ne aesa kon sa evidence diya hai ke krishna ko sazzza mili
tanmey toh sirf yeh hi bol raha hai na ke krishna ne adrash ka khoon kiya hai
tanmey ager yah bolta hai toh dosri taraf b yeh dekho na ke krishna b toh yah bol raha hai ke usne katal nahi kiya hai
professer komal arushi dadi
saab tanmey ki haa baat par yakeen katey hain
pratgya ko gh ke khelaaf b kuch ab ja kar bolna chayeh insaaf dekhooo
GH ki Judgement sahi nahi hai aur nahi hi Court Ki
postmortem se saaf declare hota hai ke katal kesey howa aur police aur tanmey ki statements wrong hai lakin phir b koe kuch nahi bola
jis wire se adrash ka katal huwa hai wo darasal tanmey ki key chain theee
aur tanmey ne toh usey distroy b kar diya tha
phir promo main pratgya ke paas kesey aa gae woh wire
aur arushi ka wahan honey ka kiya matlaab tha
arushi hamesha pratgya ke liyeh Tension ceate kar ti hai