warna tanmey kesey bolta pratgya ko
ke didi hum app ke pati krishna jesey nahi han jo ghar ki baat k liyeh pani ki tanki par char jae aur news walooo ke liyeh tamasha bana deee
and how tanmey s knows
jaab pratgya sajjan aur amma ko ghar lay gaeee toh tanmey ne saab bola us waqat
ke amma ka kesa bartaoh raha hai pratgya ke saath
jo b bola tanmey sach bola aur amma ko b relize ho gaya ke woh jo bol raha hai sach hai
aur amma toh sudder gae agley din seee
aur baad main sajjan ne b maafi mang leee pratgya se
lakin ab toh arushi koe baat share nahi karti tanmey ke saath
woh tanmey ko jaan chuki hai buhat achey seee