Originally posted by: meow-----
mein nay farhat ishtiaq ka yeh novel padha hai...what a nice novel but yeh kiya...
yeh mein kiya sun rahi hoon..adeel husain as ibaad and sarwat gillani as a haniya ???ohh Allah lutiya dobo di..
yeh bilkul bhi ryt choice nahi hain for main leads..
Wese acha hi hai...drama mein Ibaad k marne ka gham thora km ho ga :)