Part 44
Naina helped geet to get up, she was taking geet away, her love for maan was being clearly reflected.
Naina : geet tum meri baat sun rhi ho na
Geet : naina, mein thik hu
Naina : geet tum yha baitho
Mein pani leke aati hu
Geet : hmmm
Kismat meri iss kadar roothi mujhse,
Karib dikhti manzil , tho dur ho jaati mujhse,
Har raat adhure khwab dikhati mujhe...
Ab to ye palke bhi nafrat karne lagi un raaton se...
Hathon ki lakrion k bharoshe the hum,
Ki jaldi hi manzil mil jaye hume...
Geet monologue
Kyun har baar mere sath hi asa hota hai...
Jb bi lagta hai..
Manzil ke mein karib aa gyi hu
To
Wo aur dur kyun ho jati hai..
Kyun babaji,
Har baar mere sath hi asa kyun..
Jb inhe chaha..
To ye nhi socha, is dil ne,
Wo kisi aur ko chahte hai,
Dil katra katra hoke bikher gya...
To fir aap hi ne..babaji
Hamara rishta joda
Ek enchaha rista
Tb mein na hi khush ho sakti thi
Aur na hi ro sakti thi..
Jb aap ne unka pyar diya
Unka sath diya
To mujhe unse fir se juda kr diya
Kyun...?
Har baar asa hi kyun hota hai
"ye kaisa pyaar hai"
Jha milan ke sang
Judaai hai...
End mnologue
Her heartbeat getting fast, she could feel him, her maan was some where near.
Maan : geet
Geet immediately turned around and a smile made way into her face.
Geet : maan
Without speaking another word. She run and hugged maan.
"manzile chahe kitni bi dur ho,
Rahi manzil dund hi lete hai,
Kitni bi muskile aaye,
Jinha milna ho,
Wo mil hi jaate hai"
Both hugged each other tightly
and both was not ready to come out from each other embrance.
"mahi mein mahi mahi ve"
Aaj jake is bechain dil ko,
Uski dadkan mili
Janmo se pyas thi jiski
Usse aaj uska sahil mila
All the people present in the hospital were witnessing this scene but both was least bothered.
"mere dil me teri saanso ko panha mil jaye
Tere ishq mein meri jaan fanhaa ho jaye
After few minutes, she come out from his embrance and see lovely towards him and kissed maan on overhead then his eyes and oll over his face.
" Ek pal mein hi wo mila,
Jiske liye tadpe hai hum din raat,
Khuda ne nawaaj diya us pyaar ko,
Jiss ke liye ab tak ye saasein chali"
She come near to his lips. But maan stopped her.
Maan : geet
He see all around people watch this couple very lovely.
Naina : maan
Geet
Finally ye dono mil gaye.
Edited by maaneetpriyanka - 13 years ago
44