In a big house a lady was praying to god beside her her husband and three boys were standing
she gives prasad boys take her blessings
shilpa-yeh ladka ab tak nahin uta
m-mom jab aapko pata hain kyun subah subah apna mood kharab karti hain
shilpa-lekin mayu
m-maa main hun na main sambhalonga ab aap jaldi se smile kijiye mujhe office ke liye ready hona hain
this was shilpa sharma typical indian mom and daughter in law of sumitra sharma
she is a good mother wife and daughterin law who takes care of everyone in the house and at the same time she wants her coming daughter in laws to be like her who can take care of sharmas after her.her in laws feel her as adarsh bahu.she has four sons elderly one is mayu.mayu loves his mother the most can do anything for her happiness he is strict brother who takes care of his younger brothers like father
adhiraj is a good boy who sincerely follows his family members orders without questioning
benji he is very lazy who always skips his work for partying he always tries to use adhi for completing his office work for which he recieves regular scoldings from mayu
sam the best younger brother anyone can have he loves mayu madly that he blindly follows mayu
sanjay chairman of sharma industries respects his familys pratishta and can do anything for saving it
sumitra sharma mother of sanjay loves her family a lot and she is more strict than shilpa incase of sanskar everyone are afraid of her
mihir sharma head of sharma umpire he is happy go lucky dada and knows about each and everyones charecter very well but he never reveals anyones secrets nothing can happen in the house without knowing to him mayu ko bigadne ki puri credit dadaji ko hi jaati hain woh nahin chahte mayu bhi unke bete ke jaise bane so he always encouraged mayu to enjoy life to the fullest M-sam tu college ke liye ready hoja main abhi aata hun
S-ok bhai
mayu leaves to benji and adhis room as sayank stay in another room
mayu takes water jug and puts it on benjis face
B-bhai aap bhi na subah subah acha kaasa neend kharaab kiya
M-aur kitni der soyega agar tujhse jaldi utna nahin hota toh nightouts band kar
B-bhai aap bhi toh jaate hain
M-haan par main teri tarah itni der tak nahin sota tujhe pata hain na hamaari galtiyo ki wajah se dadi mom par gussa karegi isiliye mere liye na sahi mom ke liye jaldi utja
B-kya bhai pehle baarish phir lecture ab emotional blackmail subah subah mood off karte hain
M-isiliye kyunki subah subah teri wajah se mom ka mood off hain agar kalse tu late utana toh aise pitoonga ki zindagi bar yaad rakhega yeh tera last warning hain ab jaldi se ready hoja office ke liye late hojayega aur phir dad ka lecture
B-no problem aap hain na dad se mjhe bachane ke liye
M-isika toh faida uta raha hain 10 minutes main neeche nahin aaya toh aaj main tujhe nahin bachane waala
B-acha baba ready hota hun
M-thats nice
adhi was busy studying mayank puts hand on his shoulders
m-aapko college jaana hain ki nahin padna achi baat hain par itna padna sehat ke liye teek nahin hain
adhi smiles and goes to get ready
he was coming out of that room
Dadaji-lagta hain aaj subah ka class pura hogaya kyun masterji
M-dadu ab kare bhi toh kya kare bada beta hun responsibilities toh utani padegi
dadaji-itna bhi mat uta ki juk kar chalna pade
both give teasing smile to each other
Dadaji-waise kal raat bahut late hua
M-poochna mat bahut stupid story hain
Dadaji-aisi bhi kya kahaani hain
M-actually kal jab main aur sam disco main enter hue ek ladki cooldrink ke saath mujhse takrai
Dadu-kaisi thi
M-mujhe late horaha hain
Dadaji-itna gussa ok no questions bata kya hua
flashback
M-dekh ke nahin chal sakti mera dress kharab kiya
she was leaving
M-ek toh mera dress kharab kiya aur upar se sorry bhi nahin kahaan kaisi ladki ho tum
she looks at him with tears and leaves
M-aisa bhi kya kahaan ki yeh rote hue chali gayi
S-yeh ladkiyon ka purana formula hain galti se bachne ka
M-sahi keh raha hain
they see her hugging another girl and crying
they smile looking at each other
M-tum ladkiyan bhi na galti karti ho aur khud hi roti ho
she cries more
they ask another girl why was she crying she doesnt respond
S-tum behri ho kya response nahin kar rahi
the first girl sighs something to other girl the other one starts crying
S-tum dono rona band karke bataoge ki hua kya
first girl sighs something to second and second one replies
Girl--ji actually meri behan bol nahin sakti aur main sun nahin sakti isiliye aapne jab mujhe behri kahaan mujhe bura laga aur mere behan ne bhi sorry isiliye nahin kahaan
M-ji we are sorry humein nahin pata tha isliye
G-kya
the first girl explains the second one in mime sayank pity them
G-ismain sorry kehne waali kya baat hain sorry toh humein kehna chahiye
M-nahin galti hamaari thi
G-kya
the first girl again explains
G-nahin hamari majburi main aapki galti kaise ho sakti hain
S-agar aap dono gunge aur behre hain toh disco main kya kar rahe hain
mayank beats sams head not to call them like that
G-aapne kya kahaan
the other girl again explains
they eat sayanks brain like that for two hours
G-di main aapke liye cooldrink laati hun
S-aap kyun takleef karti hain hum lekar aate hain
G-kya kahaan
mayu beats his forehead
they give cooldrink to those girls and go but with a pity face
in the parking they were going to car
girl-kitne ache se unko bevakuf banaya
N-nupur se bet lagayenge toh kya hoga pata chala na
G-di tussi great ho
N-tune bhi kamaal ki acting ki kya kya
both laugh catching stomach
N- lao mera chain
a girl was giving mayank snatches it from her hand
M-yeh mere chain hain mujhe dedo
N-tum
M-haan main itna kyun chauk gayi miss goongi
N-woh actually yeh mujhe mere chain dene ke liye blackmail kar rahi thi isiliye yeh acting karni padi
M-oh really aapka help karne ke liye aada share mujhe milna chahiye na ise cut karta hun
N-please its my favourite chain use cut mat karo
M-tik hain yeh chain mujhe dedo
N-dekho mr main chup hun iska matlab yeh matlab nahin tum jo chahe karo main police main complaint karoongi
M-sure go ahead mera naam hain mayank sharma sharma industries ka md yeh information kaafi hain complaint ke liye ya aur batao chalo sam
S-bhai you are the best
he leaves with sam leaving shocked gunur
flashback ends
M-dono behne bahut hoshiyaar hain isbaar milengi na aisa sabak sikhaonga ki zindagi bar yaad rakhengi
Dadaji-mujhe toh yeh ladkiyan bahut pasand aayi ek baar milna padega
M-no chance undono ko pehli baar dekha hain aur dono kaafi homely lag rahi thi dono ne salwar pehna tha
Dadaji-bahut kuch dekha kya baat hain ladki itna pasand aayi kya
M-mera woh matlab nahin tha aapko pata hain mujhe incheezon main interest nahin hain meri life partner mom chunegi anyways mujhe late ho raha hain baad main baat karenge
he hugs his dadu and leaves
sam was busy playing basketball in his room
M-tu ab tak tayyar nahin hua basketball khel raha hain
S-main toh aapka wait kar raha tha
M-kyun ab aapko kya kaam yaad aaya
S-woh aapse kuch kehna tha
M-kya (looking something in cupboard)
S-you are the best
M-yeh toh tu hamesha kehta hain par aaj subah subah kis khushi main
S-aapki subah subah ki classes dekh kar chil karne ke liye kaha tha
M-oh thats great ab tu jaake ready hoja warna phirse class lena padega
Edited by --unknown-- - 13 years ago
329