Dear Members / Friends
Bohut Dino say aik topic zehan mai tha socha kay rakho magar WAqt nahi mil pa raha tha
so Abhi app logo kay saath share kar raha ho and us per reply karega..
aik story dekhi mayni film mai ... in Gangster movie ...
dekha jayi to movie per yaqeen koi nahi karta na he mai magar ajj kaal hota hai aisa zayda teer
jasay kay agar larka majboor ho nahi mil sakta .. ya waqt nahi day payta to larki kasi aur say pyar karnay lagti hai ya jo koi us kay zayda kareeb hota hai us say baatie share karnaay lagti hai aur baad mai mohabbat ho jayti hai
to app logo ka kya khayal hai about it .. ? yaha to saaf dekhaya gaya hai kay larki bewafa hai ..
aur mayni asie real stories bhi suni hai .. aur shayid 1 dekhi bhi hai ... agar koi door chala jayta hai kasi waja say to .. wo larki kasi aur ko apna dost phir mohabbat karnay lag jayti hai ...
so ap kia kya khayal hai ais baray mai ?
reply karega
REgards
Mohsin-Ul-Haque😳