meri manzil hai tu tu hi mera jahaan
ae mere humsafar ae meri jaan-e-ja
ban gaye aaj ham do badan ek jaan
saanson ke yeh sholey saanson mein tu gholey pal mein pihgal jaye ham

yeh pyar woh aag hain jis mein nahi hai kuaan
lagti hai jab yeh agan jal jaate hai jism-o-jaan

ban gaye aaj ham do badan ek jaan

ae mere humsafar ae meri jaan-e-ja
meri manzil hai tu tu hi mera jahaan