Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 13 Aug 2025 EDT
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai August 12, 2025 Episode Discussion Thread
DANCE PRACTICE 12.8
BALH Naya Season EDT Week # 9: Aug 11 - Aug 15
EGO BRUISED 13.8
Param Sundari trailer out now
War 2 -Movie Reviews & BO Discussion
Jaya Bachchan loses her cool againnn
Anupamaa 12 -13 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Ranbir and Alia’s sick love!!!
Kiara advani hairy face!!!
My Box Office Predictions for War 2
Anupama fails to make Rahi Apologise
Kangu Blasts Jaya Bachchan
Is Hrithik a spent force?
Kareena home workout routine!!!
Swarna Goenka-Tribute to immortal vampire!
R. Balki movies
21 years of Kyun Ho Gaya Na
part 2
Nupur goes to her room and falls on bed
N-kisiko meri parvah nahin hain choti hone ka matlab yeh thodi hain ki main jo bhi sochti hun woh galat hain kya main apne life ke decision lena bhi nahin jaanti mujhe itna freedom bhi nahin hain
She sleeps crying on bed after sam leaves gunjan and shobha go to her room find her sleeping she puts hand on her head
Shobha-bina kuch khaye hi so gayi
G-mom aapko use tappad maarna nahinchahiye tha
Shobha-phir main kya karti itna zid karti hain kabhi kabhi darr lagta hain iska shaadhi ke baad kya hoga main toh iska bachpana bardaash karloongi par woh log kya sochenge
G-mom aap chinta kyun karti hain aunty nupur ko bahut pasand karti hain woh nupur ko kabhi kuch nahin kahegi
Shobha-main jaanti hun tu aur shilpa ke hote hue ise wahaan koi takleef nahin hogi isiliye main yeh rishta karna chahti hun tere saath rahegi toh mera darr bhi kam hoga par ise kaise samjao samaj nahin aarrahaan mai niski dushman thodi hun jo iska bura chahungi main jo bhi kar rahi hun iske balai ke liye kar rahi hun tum dono se jyada mujhe kuch bhi important nahin hain(she has tears)
G-jaanti hun mom aap kabhi hamara bura nahin soch sakti use thoda waqt chahiye insab baato ko samajne ke liye dekhna shaadhi ke baad yeha na aane ke liye bhi reasons bolegi bahut badi paagal hain
Sam-mom aap ab tak soyi nahin
Shilpa-neend nahin aarahi thi tu jaake soja kaafi raat hogaya hain
He sits on knees infront of her catches her hand
S-kya hua mom bahut pareshan lag rahi hain sab teek hain na
Shilpa-samaj nahin aaraha is ladke ka kya karun
S-usne phir kya kiya
Shilpa- aaj dinner pe tere baare main bala bura keh raha tha dad ko ulta jawaab de raha tha woh bacha nahin hain jo use maar ke teek karun par bado ki tarah meri baat samajta bhi nahin main kuch bhi seh sakti hun par tum dono ke beech ye doori bardaash nahin karsakti tum dono main se kisi ko kuch bhi hua toh main jee nahin paongi
S-mom hum dono dur thodi hain woh kuch bhi kahe mujhe bura nahin lagta woh mera chota bhai hain hamesha chota bhai hi rahega uski baatein mujhe kabhi hurt nahin karegi kyunki jitna aap use jaanti hain utna main bhi jaanta hun aur dad bhi
Shilpa-par beta jaane kyun bahut darr lag raa han
S-aap bewajah darr rahihain sab teek hojayega main hunna main sab sambhal loonga aako mujh par barosa nahin hain
Shilpa-hain par
S-par var kuch nahin raat bahut hogayi aap jaake sojaiye uske nakre toh roz chalte rehte hain aap bewajah stress lena band kijiye warna bp high hogi aur
Shilpa-bas bas maan gayi mera beta doctor hain main jaake sorahi hun ab khush
He smiles and hugs her
S-love you mom
Shilpa-love you too beta
Sam reaches room and finds mayu sleeping
S-aaj janab bade jaldi sogay e hey bhagwan pata nahin is ghar ka kya haal hoga jab meri saali aur bhai ki shaadhi hogi yeh dono ghar ko circus banadenge
Next day morning in gunur room
Shoba-goodmorning yeh rahi teri coffee subah subah books leke baiti hain itna padegi toh chasme ka number badega
She gives angry look and gets back to her books
Gunjan comes there and takes coffee
G-mom aap world ki best coffee banati ho aa yeh sab mujhe kab siikhaogi sam ne already order de diya hain shaadhi ke baad ghar ki saari responsibilities mujhe dega woh aunty ko rest dena chahta hain
Shoba-tu ghar pe rahegi toh sikhaogi na jab dekho hospital ka kaam bolke bhagti rehti hain tujhe khud ke kaam bhi karna nahin aata sab kuch mujhe aur ise sambhalna padta hain tujhse choti hain par saare kaam aate hain isse kuch seekh
G-shaadhi ke baad isse seekh loongi pehle aap mujhe sikhaiye
She was fuming with anger
N-(to herself)jab dekho shaadi shaadhi inlogo ko aur koi kaam nahin hain inke saath meri life bhi barbaad kar rahe hain meri toh yehaan kisko padi hain
G-khud se kya baatein kar rahi hain aise baatein karegi toh log paagal samjenge
Shobha-yeh paagal hi hain
She wanted to interrupt but she kept silent becoz of anger
G-oh shit pata nahin maine apna chain kahaan rakha raat se dund rahi hun mil hi nahin raha aapne dekha kya mom
Shobha-tu bhi na apna chain nahin sambhal paarahi ghar kya khaas sambhalegi dundo yehi kahin hoga
Nupur silently gets up brings the chain lying in the washroom and gives it to gunjan
G-thanks tu nahin hoti toh pata nahin mera kya hota
She stares angrily and goes out
Shobha-kahaan jaa rahi hain
She takes her black coat to indicate she is going to court
Shobha-khana nahin kayegi kya raat ko bhi bhuka pet so gayi ab bhi aise jaogi toh behosh hoke gir jaogi
She doesnt say anything silently goes and sits in car and cries she feels like noone cares her
Shobha-yeh ladki bhi na gussa naak pe chada rehta hain pata nahin kab samjegi
Shashi-uska tiffin mujhe do main use dekhta hun
While going to court he stops car in front of restaurant
N-mujhe bhukh nahin hain
Shashi-chup chap chal mere saath
N-par
He stares angrily she follows him
He makes her eat something and takes her to court
In sharma house at breakfast
S-suna hain kal tu mera bada tareef kar raha tha
He stares at shilpa
S-mom ko kya dekh raha hain mom ne hi bataya jab tujhe kehte hue koi problem nahin hain toh mujhe discuss karne main problem nahin haim
m-bhai mujhe iske baare main koi discussion nahin karni us waqt main gusse main tha
S-tu toh hamesha gusse main rehta hain nupur ne tujhe correct naam diya sadu
M-bhai uska naam lena bhi mat i just hate her mere saare problems ki jad wohi hain aur aap sabko bi mujhse jyada wohi important hain aap log isiliye naa chahte hue bhi us musibat ko mere gale baandna chahte ho
S-mayu nupur bahut achi ladki hain woh dil ki buri nahin hain bas teri tarah uska bhi gussa naak pe chada rehta hain
M-aap toh usi ka side lenge aakhir woh gunjan ki behan hain aapke liye mujhse jyada wohi log important hain mera kya hain aap chahe ya na chahe main yehi rahoonga par agar unki side nahin lenge toh woh shaadhi nahin karegi shaadhi se pehle hi usne aapko khub control main rakha hain mere parivaar ke liye mujhse jyada baahar waale important hain yehaan meri koi value nahin hain
He leaves from there in anger
Shilpa sits there in tears
S-mom aap teek hain
Shilpa-pata nahin yeh aise kyun soch raha hain
s-mom uske baato kodil se mat lijiye naraaz hain jab gussa kam hoga use apne galti ka ehsaas hoga
in car sajan were silent thinking about mayur sam realises he is with gunjan
S-aaj tumhara dress acha hain
G-haan woh main kal washroom main rakh kar bhul gayi nupsi ne dund ke diya nupsi ko har cheez ka pata hota hain isiliye lawyer ban gayi
S-mayu bhi aisa hi hain bachpan main use detective movies dekhna jyada pasand tha main toh use jr detective kehta tha
G-kya hua sab teek toh hain
S-wohi problem jab se shaadhi ki baat aayi uska gussa bad gaya hain mom aur dad usi ke liye pareshan hain samaj nahin aaraha kya karoon
G-ghar main bhi same problem hain kal raat ko kuch nahin kaayi subah bhi aise hi chali gayi mom toh kal se ro rahi hain main chah kar bhi kuch nahin kar paa rahi agar maine kuch kahaan toh mujh par bhi barsegi ya phir rona shuru karegi pata nahin is problem ka solution kya hain
In the night in sharma house both families gather
S-dad sab teek hain na achanak yeh meeting kisliye
Shashank-tum logo ke engagement dates aur marriage dates aagayi hain do din baad engagement aur dus din baad shaadhi
Shobha-par itni jaldi yeh sab kuch kaise hoga
Shashi-tum chinta kyun karti ho saare arrangements ho jayenge
M-dad mujhe aapse baat karni hain
Shashank-shaadi rokhne ke alawa tu kuch aur pooch sunoonga shaadhi toh hoke rahega
M-par dad mujhe shaadi nahin karni koi intelligent ladka is paagal se shaadhi nahin karega
N-tum khud ko jitna inteligent samajte ho utna ho nahin chehra dekha hain aaine main bilkul monkey ki tarah lagte ho
M-tum toh rajkumari hona mere peeche kyun padi ho koi paagal rajkumar dundo wohi tumhare liye sahi hain tumhara swayamvar mental assylum main rakhna chahiiye
N-tumse woh log hi better hain tumhein toh logon se baat karne ka bhi tameez nahin hain
M-tumhein rokha kisine jao us mental asylum chaho toh address dun atleast mera sar dard kam hoga
N-mujhe tumhare ghar ka address nahin chahiye
Shashank-bas baht ho gaya tum dono bache nahin ho tum dono chaho ya na chaho yeh shaadhi hokar rahegi hum logone decision leliya hain
Nupur goes from there crying to her house
Shobha tries to follow but shashi stops
Shashi-ab woh bachi nahin hain rone do use uske naatak main aur nahin bardaash karne waala
Mayank throws all things in his room outside
Shilpa-mayu yeh kya kar raha hain ek baar meri baat sun
M-mujhe kuch nahin sunna
S-mayu do minute ke liye apna gussa baaju rakh aur hamaari baat sun
M-kya sunu aapki tarah main bhi us family ka ghar jamai banu acha tareeka hain betiyon ka use karke ghar ke liye servant dund rahe
Shashank slaps him
Shashank-bas bahut hogaya ek aur word nahin tune badtameezi ke saare hadh paar kar diye
Mayank leaves from there in anger shilpa was worried where he left inthe night but sam brings him back
Next day they go for shopping
Shobha-aaj tu di ke saath jaakar apna engagement ring choose karegi warna baad main complaint karega ki ring acha nahin hain
M-pehnane waali pasand nahin aayi use badal do ring jaise bhi ho chalega
Shilpa-tu zid kyun kar raha hain kal raat jo hua kaafi nahin tha kya
N-zid main kar rahi hun ya aap log
M-zabardasti us musibat ko mere gale baand rahe hain
N-ab jab baandna confirm hain toh ring jaise bhi ho koi faraq nahin padne waala
M-waise bhi mujhe bahut kaam hain in faltu cheezo ke liye mere paas time nahin hain
Shashank-tik hain mat jaana
Shashi-gunjan tu iski ring bhi khud select karna
S-ok dad jaise aapki marzi
Mayur leave from dining table in anger. Sajan at shopping
S-nupur nahin aayi
G-mayank bhi toh nahin aaya
S-pata nahhin yeh dono life ko kab seriously lenge life ka itna important part yeh dono muh mod kar baite hain
G-dont worry bahut jald sab teek ho jayega
S-kaise hoga
G-pata nahin par hoga mera dil kehta hain
S-agar tumhara dil kehta hain toh zaroor hoga
She blushes
They go inside and select rings
S-yeh bahut sundar hain
G-haan nupur pe bahut acha lagega
S-yeh maine tumhare liye select kiya nupur ke liye nahin
G-sorry nupur ka bhi ring kareedna tha na isiliye aise kahaan agar tumhein itna pasand hain toh main yehi loongi
Gunjan selects a ring
G-sam yeh dekho
S-mayu ko suit karega
She starts laughing
S-aise kyun has rahi ho maine kuch galat kahaan
G-tum bhi bilkul meri tarah ho ring mayank ke liye nahin tumhare liye
S'oh sorry ab jab hamaare rings select ho gaye inke bhi select karenge
G-nupur ko white stones jyada pasand hain usi main lenge
S-mayank ko pearls pasand hain toh uske liye usi style main lenge
G-idea nupur ke taste main mayank ko mayank ke taste main nupur ko rings select karenge
S-dono rings phek denge
G-no way unhein thodi pata hain ki humne opposite taste main liye hain unhein ek dusre ke taste ke baare main bilkul bhi idea nahin hoga
S-you are smart
G-jaanthi hun
Both smile
After shopping
S-aaj sham baahar chale
G-sam kal sagai hain is waqt ghumenge toh acha nahin lagega
S-toh parso pucca please maan jao
G-acha baba teek hain
In court
Suraj-congrats yaar suna hain kal teri engagement hain humein invite bhi nahin kiya
M-suicide karte waqt invitation nahin dete (looking at nupur)
Suraj-aisa kyun keh raha hain nupur bahut achi ladki hain tu bahut lucky hain
M-agar itni achi hain toh tuu usse shaadi kar
Suraj-har koi tere jitna khush kismat nahin hota
M-usne tum sab logon ka dimaag kharaab kar diya hain isiliye aise stupidly baat kar rahe hain
suraj leaves from there broken heart. Suraj loves nupur from college but he never proposed becoz he knows that she was mayanks property but mayur they cant understand anyones feelings as they dont know there own feelings.
Next day evening
Sam wore blue color and mayank wore marun colour sherwaani
S-aaj mera bhai bahut handsome lag raha hain pata nahin saare ladkiyon ka kya hoga
M-aapko nahin lagta aap bewajah mujhe chida ke apna time waste kar rahe hain
Shashank-ise teek karna na mumkin hain
In Bhushan house
Gunjan wore white lehenga and nupur light pink she was looking like barbie doll
Shobha-haye mere bachiyan kitni pyari lag rahi hain dono ko kisiki nazar na lage
G-haan mom nupur bilkul pari ki tarah lag rahi hain pata nahin mayank ka kya hoga
She gives angry look and leaves from there
Both give oh God look to each other
Sharmas arrive they were given grand welcome but mayur dont even look at each other they were forced to stand together
Both were looking like a prince and princess together
Sajan were busy exchanging looks while mayur were passing angry glares
Music starts sajan dance on the song with full enthusiasm and mayur were silently standing
O ladke deewaane, kahan se aaya tu
Dulhan ko le jaane kahan se aaya tu) - 2
Chal pyaar karegi
Haan ji haan ji
Mere saath chalegi
Na ji na ji
Ho chal pyaar karegi
Haan ji haan ji
O mere saath chalegi
Na ji na ji
Arre tu haan kar ya na kar teri marzi soniye
Hum tujhko uthaakar le jaayenge
Doli mein bithaakar le jaayenge
Hum ghar mein kahin chhup jaayenge
Sang tere nahin hum aayenge
Ho, chal pyaar karegi
Haan ji haan ji
Mere saath chalegi
Na ji na ji
Arre tu haan kar ya na kar teri marzi soniye
Hum tujhko uthaakar le jaayenge
Arre doli mein bithaakar le jaayenge
Hum ghar mein kahin chhup jaayenge
Sang tere nahin hum aayenge
Chal pyaar karegi
Haan ji haan ji
O gore gore mukhde waali, o kaale kaale nainon waali
Maan mera ehsaan ke maine haan kar di
(Tu varna kunwaari reh jaati
Yeh shaadi hamaari reh jaati) - 2
Chal pyaar karegi
Haan ji haan ji
Mere saath chalegi
Na ji na ji
Jaa main nahin karti shaadi vaadi
Mujhko pyaari hai yeh aazaadi
Main to apne baabul ke baagon ki bulbul hoon
Bas tujhse mujhe yeh kehna hai
Pinjre mein mujhe nahin rehna hai
Bas tujhse mujhe yeh kehna hai
Pinjre mein mujhe nahin rehna hai
Chal pyaar karegi
Haan ji haan ji
O mere saath chalegi
Na ji na ji
Aankhon se kaajal le jaayenge
Zulfon ke baadal le jaayenge
Arre hum aaye hain door se yun vaapas na jaayenge
(Hum apni sajaniya le jaayenge
Arre hum apni dulhaniya le jaayenge) - 2
Hey, chal pyaar karegi
Haan ji haan ji
Mere saath chalegi
Na ji na ji
Arre tu haan kar ya na kar teri marzi soniye
Hum tujhko uthaakar le jaayenge
Doli mein bithaakar le jaayenge
Hum ghar mein kahin chhup jaayenge
Sang tere nahin hum aayenge
Someone pushes nupur while dancing she was about to fall mayank holds her mayur eyelock flowers shower on them sam lifts gunjan in arms
Hum apni sajaniya le jaayenge
Hum apni dulhaniya le jaayenge, haan
Hum apni sajaniya le jaayenge
Arre hum apni dulhaniya le jaayenge
Music was over mayank was still holding nupur both lost in each other all were busy staring at them sam leaves gunjan looking at mayur. Sajan smile looking at them
G-kitne cute lag rahe hain na dono ek saath
S-haan just perfect made for each other jaise hum dono
She blushes
Mayur suddenly get back to senses and notice all were watching them mayank leaves nupur she falls on floor
N-tumne mujhe neeche giraya
M-mujhe tumhein pakadne ke alawa aur koi kaam nahin hain kya
Shilpa-tum dono baad main ladna sagai ka waqt ho gaya hain
Sajan and mayur were given rings to exchange
Sajan exchange rings with lots of happiness mayur exchange in anger
Nupurs ring was tight he wantedly pushes to hurt her she gets tears in eyes all feel she was sad because she will leave her family soon but mayank was smiling
In the night
S-pehle toh sagai ke iye nakhush tha ab kyun has raha hain
M-sagai ke liye nahin nupur ko rulaane ke liye has aha hun
S-kya hua kya kiya tune kahin tune phirse use tang toh nahin kiya na woh bhi sagai ke waqt ro rahi thi
M-maine kuch nahin kiya aapka ring kaafi tightt tha isiliye ro rahi thi
S-tu pehle hi bol sakta tha na hum samaj nahin paaye
M-agar kehta toh itna acha entertainment miss karta
S-tu bhi na din ba din villian ban raha hain
G-tu rona band kar wahaan tu akeli thodi rahegi main rahoongi na tere saath
Shobha-aise sagai ke waqt rona apshagun kehte hain rona band kar beta
G-tu royegi toh mujhe bhi rona padega please chup ho jaa
Shobha-koi bhi ladki shaadhi ke baad ghar chod kar jaati hain tu pehli ladki nahin hain bacho ki tarah rona band kar
She catches her finger to show them that she was crying because she was hurt
G-yeh kab hua tu bhi na pehle bol sakti thi na hum kuch aur samaj rahe the actually meri hi galti thi ring acha hain bolke size nahin dekha bahut dard ho raha hain kya
She takes cream and applies it to nupurs finger
G-yeh tablet leke soja dard kam hoga
Shobha bring food and feeds her even gunjan gunjan remebers her child hood and her eyes fill she wipes her tears and hugs gunur
Precap sajan date
Mayur ka date ko date nahin kahe toh acha hain
Welcome to the new thread of Ranveer's unsaid feelings. Keep enjoying the world of Ishveer. Their unconditional Love, their friendship, their...
A N A R H I F F ---- Iss Darr Ko Kya Naam Doon Summary: Khushi is an internet famous 27 year old fashion designer from Lucknow. She has a chirpy...
From the author's desk : Welcome to thread 6! I started to write this story years ago when the show was live and now when I look back on what...
[NOCOPY] Hello readers! I am Aditi, I have been writing stories here but this is my first short story on RiKara. Alike, you all have been...
[NOCOPY] Cover credits to Shibani aka oh_nakhrewaali P R O L O G U E The whole house was decorated like a bride. The lights were shimmering,...
246