For Rafi fans,
Here goes another Rafi gem.
http://www.sendspace.com/file/7ov81z
Laxmikant Pyarelalji have used the piano and violins very beautifully in this song. And Rafi's golden voice says it all.
THE LYRICS
Bade bewafa hain yeh husn waale - 2
Par teri baat kuch aur hai
Bade bekhabar hain yeh ishq waale
Par meri baat kuch aur hai
Bade bewafa hain yeh husn waale
Mit gaya jis pe yeh ho gaye meherbaan
Aa, mit gaya jis pe yeh ho gaye meherbaan
Husn waalon ki hai bas yahi daastaan
Kaise kaise na jaane deewane dil
Inhi bewafaaon ne tod daale
Bade bewafa hain yeh husn waale
Tu kahin jaaneman ruth jaana nahin
Aa, tu kahin jaaneman ruth jaana nahin
Zikr tera yeh tera fasaana nahin
Bholi bhaali hai inki surat magar
Bade sangdil hain yeh bhole bhaale
Bade bewafa hain yeh husn waale
Par teri baat kuch aur hai
Bade bewafa hain yeh husn waale
Enjoy.
Paresh