haan abhi woh track over nahi hua hai...uska jalna bandh thodi na hoga itni jaldi...warna aaj Bma n Cong ka scene nahi ghusate...CVs ki khurafati dimaag me kuch bhayanak chal raha hai... 🤢 aaj toh Mohit Chauhan ki naukri samasya bhi dikhaya acche se.
mohit ka prob anshu ka prob ananya ka prob shaurya ka prob rashmi nandu ka prob jaleli ka prob rb ka prob congo vish ka prob aur koi bacha hai kya????😡😡😡🤢🤢🤢