Prayag - is the ancient name of the city of Allahabad. This is the city where both Krishna and Pratigya are from and live there too.
Sangam - Sangam is the confluence of three rivers at the ancient city of Allahabad, also which is called Prayag. Here I'm trying to compare the coming together of Krishna and Pratigya with the confluence of rivers Ganga Yamuna in Prayag.
Satkaar - means giving respect to elders
Radharani - is the lover of Hindu God Krishna.
Kare humari Pratigya se Pyaar
Uski Mohabbat sabse sachi
Who hai sacha dildaar.
Apni Pratigya Ke liye
Usne Kiya sabka tyaag
Milan unka Sangam Jaisa
Jisse sab log kehte hai Prayag
Pratigya Rani sabse Sayani
Sabka Karti Satkaar
Woh hai humare Krishna ki Radharani
jisko prem ki woh layi bahaar
Krishna Ke liye usne log laaj ko chora
Bure logo ko usne sabak sikhaya baar baar
Krishna ne badla apni zindagi ka rukh
Aur chora apna ehankaar
Dono ki zindagi badli
Ab dono dete hai ek dusre ka saath
Yehi toh sachi shaadi doston
Isi se hi banta hai ek acha sansaar.