chapter 41
Next morning kesar woke early..he opened his eyes and felt heavenly.he looked at the broken bangles that had broken the shackles and walls between them uniting them forever...he smiled and then looked at his wife..she was lying in his shoulder and her arms were on his chest...she was looking graceful and beautiful...she was sleeping like an angel
Kesar looked at her and whispered in her ears "good morning princess...uthana nahi hai kya"
Gulaal was sleeping she carelesly replied "nahi"
Kesar smiled and said "koi baat nahi" and he wrapped his arms around her
Gulaal looked at him and said "time kya hua hai"
Kesar replied "sirf 8:30 hua hai"
Gulaal stood up in haste she started dressing herself properly and said "oh my god mujhe jana hoga..sab uth gaye honge sabne dekh liya to"
Kesar grabbed her hand and said "to kya hua u r my wife tumhe mere room mein hi hona chahiye"..he smiled
Gulaal was nervous
Kesar asked "kya baat hai"
Gulaal said "panba"
Kesar looked at her and said "kya tum kal raat k baat se guilty feel kar rahi ho"
Gulaal said "nahi kesar...meine kal pehle baar apne dil k suni...kal wo chaha jo mera dil chahta tha...par panba ko humare baare mein batana jarurui hai"
Kesar looked at her and said "mujhe par bharosa rakho...tayyar ho jao panba se mein baat karunga"
Panba and other family member were sitting in the living area today was rewa's wedding...everyone was in joyous mood
Kesar and gulaal came there hesitantly holding their hands
Gulaal looked at kesar and he looked at her and then came near to panba and sat infront of her on the floor...kesar took her hand on his
Panba looked at him and askes "kya bat hai kesar"
Kesar said "panba aap chahiti thi naa mein aage badhu mein apne liye ek jeevansaathi chunu...panba meine apne liye jeevensaathi chun li hai...mein gulaal k saath apni poori zindagi spend karna chahata hun"
Panba was shocked to hear it she said "yeh kya kah raha hai tu kesar tera diimaag to thek haina"
Kesar said "haan panba mein gulaal se bahoot pyaar karta hun...uske bina jee nahi sakta"
Panba looked into his eyes and asked "aur gulaal"
Kesar said "woo bhi"
Panba was hurt she felt betrayed she looked at gulaal and said "gulaal yeh mein kya sun rahi hun tu bhi?.."
Panba said "dhokha diya hai tune mujhe gulaal...mere vishwaas ka yeh phal meila mujhe"
Gulaal hung her head she was in tears
Kesar looked at panba and said usne "kuch dhokha nahi diya panba...woo to mujhe chod kar jaa rahi thi...par meine hi use jaane nahi diya...mein kaise jaane deta use...meri zindagi hai woo"
Panba looked at him
Panba said "tujhe kuch nahi pata kesar"
He said "sab pata hai mujhe..panba agar aapko yeh vaada chahiye tha to mujhse kyu nahi liya...gulaal se shaadi meine ki thi...meine use is bandhan mein bandha tha"
"Panba agar aapne mujhse vaada liya hota aur mein nahi nibha pata to kya aap mujhse bhi itna hi naaraz hoti"
Panba said "tu bekaar mein is rishte mein khushiyaan dhundh raha hai...par yeh rishta ek mirage k tarah hai tu use dekh kar khush ho sakta hai par is rishte mein khushi nahi paa sakta...tere aur gulaal k umar mein tumhare soch mein bahoot antar hai...kab tak too apne se umar mein badi ladki ka haath tham kar chalega kab tak samaj k taane sahoge tum dunno"
"yanha tak k tumhara rishta bhi uljha hua hai...vassant k biwi thi gulaal..aaj nahi.. to kal yeh sab baatein tum dunno k rishte mein deewar aur tension create karegi.. ".
Kesar said "panba aapka kesar itna gira hua nahi ki use gulaal k age uski khoobsoorti maaayne rakhti hai..meine uske maan se uske vicharo se pyaar kiya hai...aur vasant bha humare beech k deewar nahi hai...humare rishte ka adhar hai woo...humare rishte ka hissa hai woo panba...woo to mere bhagwaan the,,agar gulaal usne pyaar karti hai uunhe nahi bhulti to mujhe kya problem hai mein chahta bhi nahi hun k woo unhe bhule aur samaj kya karta hai kya sochta hai mujhe usese koi lena dena nahi hai"
Panba replied "par kesar"
Diaba interrupted in between "bas panba bas...yeh dunnoek dusare se pyaar karte hai isme tujhe kya problem hai...arey yeh kaise shart hai k gulaal is ghar mein to rahe apni jimmedaari nibhaye par apne pati se pyaar naa kare..are tune aisa vaada kyu liya...koi kisi se pyaar na kare yeh uske bas mein kanha hota hai"
Panba said "diaba meine hamesha gulaal ko vasant k patni k roop mein dekha hai...mein kesar k panti k roop mein use kaise sweekar karu"
Diaba said "tu maan naa maan par yeh hakeeqat hai panba...gulaal kesar k patni hai... sachai se muh mudna bevkufi hai...aur phir kya galat hai k gulaal aur kesar apne is rishte ko sweekarte hain"
She continued "ek baar dekh apne in dunno bahcho ko kitna pyaar karte hai yeh dunno...gulaal kesar k liye hi sahi hai...aur agar phir bhi tujhe lagta hai yeh rishta galat hai to mein yeh deeyarvatoo tud dungi par tujhe kesar k liye gulaal se acha jeevansathi dudhna hoga"
She said "jeevan sathi woo nahi hota jo hamesha saath saath chale balki woo hota hai jo sahi raasta dikhaye
Woo nahi hoota jo parchayee bane balki woo hota hai jo aage bad kar apne saathi k raastein k pathar hataye
Woo nahi hota jo sukh aur dukh mein saath de balki woo hota hai joo khushi k sahi maayne samjhaye aur gam ko khushi mein badal de
Kya tujhe nahi lagta gulaal woo saari khubiyaan hai panba"
Panba was silent
Gulaal came near and said "panba meine aapse vada apne poore dil se diya tha...par meri aatma ne kesar ko pata nahi kab sweekar kar liya...I m sorry panba meine apki baat ka maan nahi rakhi saki"
Panba said "gulaal ek maa apne bache k liye woo ladki chahiti hai jo use behad pyaar kare jo use uski tarah pyaar de...gulaal tu kesar ko mujhse jyada chahiti hai...mere kesar ko mein tujhe deti hun gulaal.
Gulaal and kesar smiled and they hugged panba
Panba looked at them and said "mein galat thi...gulaal se jyada acha tujhe jeevansathi tujhe nahi mil sakta...mein bahoot khush hun tum dunno k liye"
And the house was filled with happiness.amidst the happiness rewa and yogesh wedding took place
Four years later
The international business award held at singapore and kesar won the international businessman of the year...kesar named was called out but he was nowhere yogesh picked the award on his behalf
Kesar was standing outside the hospital ward restlessly...panba and rewa was sitting there too?then a nurse came there and said "congrats kesarji apki wife ko baby boy hua hai"
Kesar was extremely happy he asked "aur meri wife"
Nurse said bikul thek hai aur aapse milna chahiti hai
Kesar thanked her panba and rewa hugged him and kesar ran to ward
And saw gulaal
Gulaal looked at him and the room...the room was filled with white lilies
Kesar came near and hold her hand
Gulaal looked at him and smiled and said "mein jeet gayi dekha ladka hua hai"
Kesar smiled and replied "koi baat nahi aagle baar mein jeet jaungaladki hogi"
And they both smiled
Kesar asked "how r u princess?"
Gulaal said "feeling ecstatic"
And then kesar lovingly gazed at their newly born baby boy..he was a beautiful baby..his innocent precious face graced his heart he took the baby in his arm and kissed him gently.and then looked at gulaal they both were in tears..tears of joy and happiness
After some time panba and rewa came in the ward and welcomed the newest member of the family
Panba asked "iska naam kya socha hai"
Kesar looked at gulaal and then replied "vasant"
Vasant the connecting link between kesar and gulaal.the person who brought them together and now kesar and gulaal brought him back in their life and their family was complete..their life was filled with joy and happiness and they lived happily everafter
So this was the journey of two strangers towards each other it was the story of two companion , little bit familiar little bit new little bit tears little bit happiness...it is the story of kesar and gulaal