Posted:
After seeing new promo,i think that dadaji is not eligable to be a rajpurohit.agar unne bajpan ki shadi ko na manti to ma samajhti,lekin jo shadi puri riti riwaz se sabki samne hote ha,usko unone kaise nakara?kiya o nahi janta 7 phere lekar 7 janam ke liya ho jate ha .radev to 14 janam ke sathi ha.agar cb 1 se count karu to 35 janam ki sathi.kiya janamstami ki din khel ho raha ha?agar radhika ka ki jaga barkha hoti to pher kiya o ye kahati?agar iska badh barkha vishaka ki tara act wife hogi to phir kanha ha nahi.pahela shadi ke badh 12 sal alag the,dushre shadi ke badh agar phir alag rahegi to phir ye shadi ka kya matlab.radhika agar phir tyag digi tho phir usko patni hone ke adhikar nahi.ab dev ki agnipariksha ha.kiya karegi o?PLEASE GIVE ME UR OPINION.I WANT TO KNOW CBIANS.