Ab jish aoni apne haton se stage ka roof top damage kiya hai.ab wohi aoni khud chaal kar millee ko save karega aur agar aoni na bhi jana chae tu bhi ooshka dil ooshe kich kar le jayega and guys ultimately aoni apni jaan pe khel kar millee ki jaan save karega.kyonki yeh pyaar hai.It's true that pyaar mein inshaan sirif dil se sichtehai,sunta,dekhta hai aur samjhta bhi dil se hai.Thats why it ia said that pyaar andha,behera aUR GOONGA hota hai.mille ko save karne baad aoni hayran-pareshaan ho ke khud se kahe ga "mein millee ko hurt karna chahata tha lekin mein ooshe kyon save kiya.yeh mujhe kkya ho gaya hai.
Bechara aoni bhi kya kare woh millee se pyaar jo kar betha hai.yaneki bin janne ,bin soche galat jagah pe,galat waqt pe,galat lasdki se pyaar jo kar beyetha hai.Ab aoni ko ooshki saja tu bhugatni hogi na.KYON MEIN SAACH KAHA NA.
Bechara aoninab apne bichhaye huye pyar ki satranj ki jaal mein ish kadar oolajh jayega ke rahe jayega ki ooshe khud hi pata nahi chalega ki woh kab,kaise aur kyon millee ko haad se jayada aur beimtehaan pyaar karne laga hai.
Ishliye kahete hai kabhi bhi dil ka khel ya phir dil se kabhi bhi nahi khelna nahi chahiye kyonki dillagi kab dil ki lagi ban jati hai aur ankhon ke rashte se kab kon kaise dil ootar kar dil mein sama jati hi dil ko bhi nahi ooski khabar hoti hai.Ab tu aoni ka kuch nahi ho sakta hai oosh ka tu pura baad baaj gaya hai.
What was written has become past tense but in present n later on mad aoni and millee is mad in love and will always be mad in love with each other.what say?