Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread 24th Sept 2026
Love and War RK poster!
Yeh Fitoor Tera episode discussion thread # 2
Don’t Be Shy premier pictures : RK , Aloo
Ishra FF: Hum Hain Rahi Pyaar Ke
DiRa Ricita FF: Judwa
Originally posted by: shweta31
kya discuss karen...aaj raat ke sequence...😳
Haannn 😍 kya aayega aaj... lemme guess... Rama n Rashmi ka HM plans 🤣 🤣 🤣
nahi aaj bhi yeh atyachaar saha nahi jayega...🤢kal ke episode ka kitna intezaar tha aur dikhaya kya but ham bhi itne paagal hain ki ab aaj ke episod ka intezaar karenge...😍
Haannn 😍 kya aayega aaj... lemme guess... Rama n Rashmi ka HM plans 🤣 🤣 🤣
Matlab...??????? Tumhe kya lagta hai... sach mei Rama n Rashmi HM plan bana sakte haiOriginally posted by: shweta31
nahi aaj bhi yeh atyachaar saha nahi jayega...🤢kal ke episode ka kitna intezaar tha aur dikhaya kya but ham bhi itne paagal hain ki ab aaj ke episod ka intezaar karenge...😍

Haan nikhil toh hain nahi toh rama aunty se hi kaam chalao...😆😆😆😆😆