This is my poetic attempt to narrate the story of Ram and Priya. Any grammatical mistakes , please bear due to poetical liberties. Read and enjoy and do please comment.Thank you.
BADE ACCHE LAGTHE HAIN!!
Aao sunao pyar ki ek kahani,
Ek tha ladka ek thi ladki deewani.
Ek tha Raja badi seher mein rehnewala
Roop hai uska mota thoda par dil se ek shera.
Bhai behen se bahut hai pyaara
Par unme chuppu hua chaal ko kabhi nahin samajaya.
Gayab hai ek bhai; aur shaitan hai doosra
Dono hai katharnaak hamesha.
Maayke se bandhi ek behen; aur doosra hai pagal
Raja ne pitah jaise undono pala.
Unke Maa hai sautela
Poora burayian hain uski pehechana.
Mama hai ek number ka chor
Uski baatein aur soch sab bekkar.
Dost hai ek badiya aadhmi
Hamesha saathi haath badaatein hain.
~~~~~~~~~~
Ek thi Rani usi seher mein rehnewali
Sundar sulrili roop hai unki aur deewani.
Pitah hai retired aur biwi se tohda henpecked
Baap aur beti ka anmol rista; unke bandhan hai atoot.
Maa hai purana zamaneka saundarya rani
Par ajeeb hai soch vichar badi beti ki baaren mein.
Behen hai eki, jho bahut hai kubsoorat
Aashayian kuch zyada unki,ab tak acchi lagthi.
Dost jaisa Bhai unka,usko pyaar se pala aur posa
Woh bhi sab kuch karega uski kushi ki vaaste.
~~~~~~
Toh ek tha Raja aur ek thi Rani deewani
Aao sab aur suno unki pyaari ki yeh kahani.
Ek din achanak mile hai dono aur hogaya ek durghatna
Dil se dil takraya aur isko kehthe hai takdeer.
Samajhauta se shaadhi hoga unke bhai behen ke kaathir
Ab saath saath chalna hoga zindhagi ki har raaste se.
Aankh se aankh milna hai,dil se dil baat bataana hain
Dheere dheere pyar bhi hoga aur had se guzar jaana hain.
Kuch Jaana, Kuch Anjaana Sa woh chera dono ka
Saari Raina Sapna Banke woh aankhon mein jaage.
Bade Ache Lagte Hain
Yeh Mausam, Yeh Baatein, Yeh Uljhan, Aur Tum
Bade Ache Lagte Hain
Yeh Dharti, Yeh Nadiya, Yeh Raina Aur Tum.
~~~~~~~~
Edited by maris08 - 14 years ago