saturday
12:55 p.m.
meray pyaray rang badalti odhni ,
ek aissa show jo lakho pyar karnay walo kay dil may bas gaya
jissay dekhay begair raat ko neend nahi atti
jiski jadoomayi duniya may hum roz kho jaatay
aur shanak to jesay humaray ghar ka hissa bachukay hein
IF kay sabhi dost rbo ko bahut miss karengay
shanak tum ko dekhna humaray din ka sabsay accha momnt hota hay
ab shayad humaray din may kabhi kuchbhi lucky nahi hoga
tum haray shanaklicious momnts dekhkar zindaggi kay sabhi dukh kahi ur jatay thay
ab kesay sab theek hoga
pata nahi...