part 14
Nupur getsup and sees mayank near her she feels awkward. She leaves his hand which wakes him up
N-tum yehaan
M-woh mera haat tumne pakda tha isilye aise hi so gaya
N-sorry pata nahin neend main
M-sorry tumhari tabiyet toh teek hain
(he moves his hand towards her head she moves backward he takes his hand back)
Because of the project benji and dia started spending time with each other and benji falls in love with dia
B-dia mujhe tumse kuch kehna hain
D-tum kehne ke liye kab se permission le rahi ho
B-yeha nahin sham ko caf main milna wahaan bolunga
Dia doesn't understand she just says yes and leaves
In the evening benia meet
D-benji ab atleast bolo tumne mujhe yehaan kyun bulaya
B-dia woh
D-woh kya icecream
B-dia mujhe tumse yeh kehna tha ki I love you
D-wat are you serious
B-haan dia I love you agar tum mujhse pyar nahin karti toh batado
D-benji actually I don't but phir bhi main tumhari proposal accept karoongi kyunki tum mujhe bachpan se jaanthi ho mujhe ek aisa ladka chahiye tha jo mujhe samje jiske bare main main ache se jaanti hoon tum mere best friend ho mujhe ache se pata hain tum mujhe woh freedom doge jo mujhe aur kisi ladke se nahin milega main tumhein dost ki tarah like karti hun par pyar ke liye thoda time lagega
B-tumne mujhe sahi samja I promise main tumhein tumhari life ko apni tareeke se jeene doonga and I even know you need time tum jitna time chahe le sakti ho tum maan gayi wohi kaafi hain
Mayank completes his work and comes to the room
M-thankgod atlast kaam khatam ho gaya kahin baahar chale
N-mera mann nahin hain
M-par kyun mann nahin hain subah se room main hi baiti ho kyun mann nahin hain sab kuch teek th hain na
N-(she raises her voice)kahaana mann nahin hain mujhe kahi nahin jaana
(listening to her high pitch mayank was shocked for few minutes)
M-tum unchi awaaz main baat kar rahi ho tumhein ho kya gaya hain
N-kuch nahin mujhe kuch der ke liye akela chod do please
(he doesn't say anything he is hurt with her words he feels strange and goes from there)
(she sits in the room and suddenly falls asleep by the time he returns and sees her sleeping he makes her sleep on the bed and starts thinking her words were ringing in his mind)
Next day morning
M-mujhe kuch kaam hain main baahar jaa raha hun tum room se baahar mat nikalna room ke andar hi rehna aur khana time pe khana
N-(makes an angry face)mayank main koi choti bachi nahin hoon main apna khayal rakh loongi please tum mera sar mat khao
M-par nupur(he goes near her she goes back he doesn't move more forward)acha sorry mujhe acha lagaa ki tum apna khayal khud rakh sakti ho mujhe tumhari khayal rakhne ki koi zaroorat nahin hain
(he smiles and leaves)
Mayur were returning from ahmedabad mayank was confused with nupur's strange behavior she was literally avoiding him since two days. She was not allowing him to come near her nor she is going near him . She was not even talking properly just giving answers to his question.This weird behavior made mayank more uncomfortable he feels she is hurt because of that day in forest.
(they reach home )
S-how was the journey bhai
M-acha tha journey main bahut tak gaya hun aaram karne jaa raha hun
S-tired haan
(mayank stares angrily which makes sam silent)
S-bhai ko kya hua pareshan lag rahe hain
G-pata nahin lagta hain raste main kisi se ladai hui hain
S-bhai aur ladai no way kuch aur problem hogi
G-baad main sochenge philhaal ke liye chale meeting ke liye der ho rahi hain
S-haan chalo(they leave) waise main soch raha tha meeting ke baad kyun na date pe chale
G-samrat just shut up
S-kyun tum mere saath nahin chalogi abhi boldo main kisi aur ko set karloonga
G-muh band karo aur driving pe concentrate karo
S-pehle mere question ka answer do chaloge ya nahin
G-nahin challongi
S-teek hain main sheena ke saath chalta hun
G-yeh laptop tumhare sar pe phodungi
S-kaise ladki ho tum itni si baat ke liye itna bada decision le liya
G-right mujhe laptop ko kharab nahin karna chahiye isiliye tumhara sar kisi aur cheez se phodungi
S-gunjan
(she smiles)
G-chup chao gaadi chalao
In mayor room
Mayank was sitting on sofa and thinking about the trip nupur comes out after getting fresh . mayank looks at her she feels awkward goes from there and stangs in balcony.
He doesn't say anything goes to get fresh. When he comes out she was still standing in balcony
M-kya kar rahi ho yeha akele
N-kuch nahin baahar dekh rahi hun
M-kahin baahar chale beach par tumhara favourite place
N-hum abhi aaye hain na phir kabhi baahar jaayenge mujhe neend aarahi hain main sone jaa rahi hun
M(to himself)-please nupur main tumhein aise nahin dekh sakta mujhe meri puraani nupur waapas chahiye
Next day in office also mayank was thinking about this only he was unable to concentrate on his work
G-kya hua mayank jab se aaye ho tab se dekh rahi hun bahut pareshan lar rahe ho kya baat hain
M-kuch bhi toh nahin
G-main tumhari best friend hun mujhse nahinkahoge
M-kahaana kuch nahin hain agar hoga toh zaroor kahoonga waise bhi tu mujhse keh rahi hain aur khud itna bada baat chupaya
G-kaunsi baat
M-ab jyada naatak mat kar mujhe sab pata hain
G-jab tum jaante ho toh poochte kyun ho
M-jaanta hun phir bhi tumhare muh se sunne ka alag hi mazaa hain
G-mujhe kuch kaam hain baad main milti hun
(she was blushing hard)
M-tujhe sharmaana bhi aata hain
G-mayank stop it bye
(she leaves and he was smiling looking at her )
In the evening he reached house
He again asked her about going out she gave same reply
M-nupur kya kar rahi ho
N-book pad rahi hoon
M-kahin baahar chale
N-mayamk mera mann nahin hain
M-tumhare answers jaante hue bhi questions poochta hun main bhi kitna stupid hoon(giving a fake smile)
In the night they were having dinner
Shilpa-kya baat hain aaj dono ghar pe ho
M-mera mann nahin hain
(looking at nupur teasingly)
(she feels anger and he likes her expression because he has never seen it on her face )
They reach room
M-lagta hain kisiko gussa aaraha hain
(she doesn't say anything silently goes to sleep)\
M(to himself)- lagta hain tera bura time bahut jald aane waala hain
From next day he stopped asking her and she was not liking it. She is in a different stage she is going through lot of things and is unable to understand what was happening to her.