Part 36
Now its turn for bidaai
Gunjan and Nupur hug their bauji while bidaai
Ba-aaj se tum dono ki zindagi tumhare apne haato main hain main dur se tum dono ko dekhne ke alawa kuch nahin kar sakta isi job hi kaam karogi soch samaj ke karna beta
N-hum waada karte hain ki humari wajah se aapko koi pareshaani nahin hogi main khud ko bhi sambhaloongi aur gunjan ko bhi
Ba-par tu gunjan ke saath nahin rahegi beta
(she hugs him)
N-aisa kyun hain bauji kyun ladki ko uske apno se dur kiya jaata hain uski kya galti hain
Ba-yeh riwaaz hain beta hum kuch nahin kar sakte
(bui comes inside)
(she puts hand on both their heads)
Bui-bhagwan tum dono ki zindagi khushiyon se barde
(they hug her)
Bui ' aisa nahin rote beta tum dono darna mat sab kuch teek ho jayega aur bhaiya kya aap bhi aapko unhe samjaane ki wajah khud ro rahe hain ab jaldi chalo sab tum dono ka intezaar kar rahe hain
They hug all their friends and relatives its time for them to go
Gunjan is with samrat actually he is catching her hand, similarly mayank is catching nupurs hand.
They are near to the door gunjan feels something is going away from her and that too forever .She stops and leaves sams hand
All look at her in confusion
Nupur-kya hua gunjan
G-mujhe kahin nahin jaana
(listening to this nupur leaves mayanks hand)
N-(she puts hand on her face)gunjan tu aise baatein kyun kar rahi hain jaana toh padega na
G-mujhe aapko chod kar kahin nahin jaana maine apne dil ko samjaane ki bahut koshish ki lekin isse aage main ek kadam bhi nahin rak sakti aisa lag raha hain mera har ek kadam mujhe aapse dur kar raha hain
N-gunjan tu darr mat main(she stops )
G-aap chup kyun ho gayi di bachpan se lekar aaj tak jab bhi main darti hoon aap meri haat pakad kar mujhse yeh kehti hain tu darr matt main hoon tere saath aaj kyun aise nahin keh rahi Di aaj tak jo bhi kaam karti hoon isi yakeen se ki agar kuch galat hoga toh meri di mujhe sambhal legi aaj tak mera har kadam pe aap mere saath thi aur aaj yeh kadam us saath ko chodne ke liye keh rahe hain mujhse ye sab nahin hoga jab mujhe morena chod kar pehli baar Mumbai jaana tha toh main ek baar bhi nahin sochi ki anjaan shehar main main akeli kaise rahoongi kyunki tab aap mere saath thi aaj sab ke saath hote hue bhi bahut akeli pad gayi hun .Aap meri takat hona aap ke bina main kya karoongi. Aap ke paas mere har problem ka solution hain na toh aap bataiye main kya karun.
N-gunjan tu chal mere saath (she catches her hand and takes inside)
(inside the room)
N-gunjan main tujhse kya kahoon samaj nahin aaraha main bhi toh usi dourahe pe kadi hun (she goes near her takes her face in her hands)
N-tu samrat se bahut pyar karti hain na woh hain na tere saath
G-aap se jyada nahin mujhe aapka saath chahiye
N-gunjan bas bahut ho gay tujhe jaana padega yeh hum ladkiyon ki kismet hain agar tu aaj nahin gayi toh main tujhse kabhi baat nahin karoongi maa ki kasam kaake kehti hoon
G-di tik hain main jaongi aap gussa mat hona par ek baat poochti hoon shaadi ke baad sabki tarah aapne bhi mujhe paraya kardiya mujhe lagaa meri di mujhe samajthi hain mujhse sab se jyada pyar karti hain lekin main galat thi aap ko mujhse jyada riwaaz ki padi hain
(she hugs her)
N-aisa nahin hain teri di ke liye tujhse bad kar kuch nahin hain par humein bauji ke liye yeh karna padega main tujhse dur kaise rahoongi tu jab chahe mujhse baat kar sakti hain aur roz office main bhi toh hum saath hi rahenge na tu meri pyari behen hain na tu meri har baat maanti hain na toh mere liye maan jaa yehi hum dono ke liye tik hain
(both are crying)
Dadi and shilpa come to take them
Da-tum dono aise royegi toh kaise chalega tum dono dur thodi jaa rahi ho jab chahe tab ek dusre se mil sakte ho koi tum dono ko koi nahin rokhega agar samrat ya mayank ne kuch kahaan toh humse kaho hum unhe dekhlenge
Sh-haan beta tum dono ko koi alag nahin kar sakta koi nahin tumhein hum par barosa hain na
(they nod their head)phir darr kis baat ki aise royenge toh tumhare bauji aur pareshan ho jayenge
Dadi takes gunjan with her with great difficulty she leaves nupurs hand she remembers each and every second of her life right fom childhood how nupur used to catch her hand when she was tensed
She keeps head on dadi
G-dadi bahut darr lag raha hain aisa lag raha hain ki main di ko hamesha hamesha ke liye chod ke jaa rahi hoon
Da-yeh tera darr hain teri di kabhi tujhse dur nahin ho sakti tu rona band kar warna tujhe dekh kar teri di aur royegi(she wipes her tears)
(nupur hugs shilpa)
N-pehli baar bahut bebas ho gayi hun maa uske ek sawaal ka jawaab nahin hain mere paas
Sh-uske sawaalo ka jawaab kisike paas nahin hain tu dil chota mat kar use kuch nahin hoga use thoda waqt chahiye is sach ka saamna karne ke liye baad main dekhna tere bulane par bhi tujhse milne nahin aayegi ab apne aasoon poch aur chal mera saath subah se kitni kamzor ho gayi hain ro roke (she wipes nupur 's tears and takes nupur with her)
After that they perform rituals and mayank and nupur leave in one car gunjan and samrat in another car
Gunjans words made everyone cry no one was angry at her becoz everyone knows the reason behind her questions it was only her love for her sister which made her behave like that
After gunur leave bauji talks to sayanks family
Ba-gunjan ke liye main maafi maangta hun
Dadi 'yeh aap kya keh rahe hain isme uski koi galti nahin hain woh nadan hain samrat ki tarah gunjan bhi meri poti hain aap chinta mat kijiye main uska pura khayal rakhoongi main use sambhal loongi
Ba-mujhe aap par poora barosa hain isiliye
(he then talks to shilpa and sanjay)
Ba-meri beti ka khayal rakhna
Sh-abse woh meri beti hain main waada karti hun us par kabhi koi aanch nahin aane dungi use maa se bhi jyada pyar doongi
(those words of dadi and shilpa were enough for him .He can blindly believe them because after the engagement of mayur shilpa took care of nupur as her own daughter. Nupur shared her each and every moment with her . more than mayank she was free with shilpa . Even mayank doesn't know many things about nupur but shilpa knows everything about nupur. She even knows who all works in nupurs office she knows wat happens everyday in nupurs office. Even today only she was able to control her. Shilpa loves nupur equal with mayank and she believes nupur more than mayank.
On the other hand dadi shared the same bond with gunjan it is true that sam didn't talk properly to gunjan after engagement but dadi she was in regular contact daily she used to talk to gunjan in phone and every weekend she forced gunjan to meet her . She also loves gunjan equal to sam. If any one scolds sam she is angry with them but in gunjans case she always supported gunjan and today she was the one who gave her the confidence that everything will be fine.
This was the main reason bauji was happy for gunur.he never believed sayank but on their family he had full hope because they treated gunur as their own daughters)
After they leave divya and ravi decide to stay there
Divya-aaj hum yehi rahenge kalsubah aajayenge uday tu aditi ko apne saath lejaana aur ghadi sambhal kar drive karna
U-ok mom
Divya-dia tum bhi aaj aditi ke saath rehna shaadi ki wajah se bahut tak gayi hain uska khayal rakhna
D-main uska khayal rakhoongi
Divya 'jo kehna tha bul hi gayi tum kal subah nupur aur gunjan ko ghar lekar aana bhulna mat uske baad office jaana
D-agar uday bhul gaya toh main use yaad dilaongi
Dia , uday , aditi, and benji leave together to bhushan house
Benjis parents also leave
Entire house is empty a silent environment is visible in the house. Bauji looks at each and every thing he gets nothing more than tears he goes to gunurs room sits on their bed takes the frame of gunur lying on the table . He moves hand over gunurs photo and remembers all the moments from the time they were born, the first day of school, how they used to come and hug him as soon as he comes from office, there happiness, there sadness he feels like all these things happened yesterday only he sleeps like that only catching their frame
Ab baari hain sayank ki
Sab ko gunjan ki aasuon main uska dard dikhaai de raha tha lekin in dono ko gussa aaraha tha.\
When nupur left mayanks hand to control gunjan his concentration was only on nupur leaving his hand not at all listening to gunjans words.
On other side sam ke famly ko problem nahin thi par use yeh laga gunjan ne nupur ke liye mujhe choda acha hua usne gunjan ki baatein nahin suni warna bechaari gunjan ka aur bhi bura haal hota
In mayor car nupur is still having tears in her eyes she keeps head over mayank
M-nupur stop it subah se itna kyun ro rahi ho itna toh mere US jaane par bhi nahi royi thi aaj hamare life ka sabse happy moment hain aur tum ho ki khush hone ki jagah ro rahi ho
(she is shocked with his words her tears stop and she is looking at him in shocked state)
In sajan's car gunjan also kept her head over sam
Sam-chashmish bas bahut ho gaya had ho gayi main tumhein koi villain dikh raha hun main tumhein kaa nahin jaonga tumhein dekh kart oh aisa lag raha hain kit um humari shaadi se khush nahin ho
Hamari dari hui gunjan samrat ke baton se aur bhi darr jaati hain aur use shock main dekhti hain
They reach home gunur are given a grand welcome Atlast they reach their room and sit on the bed. They forget everything happened only one thing is going in their mind sayanks words. Gunjan toh ab uske darr aur bhi bad gayi use agar chance milta toh abhi ghar bhag jaayegi and nupur use mayank par itna gussa aaraha hain ki agar ab mayank uske saamne aaya toh uski kair nahin
Precap- sayank ab kya karenge gunur ko manane ke liye