CHAPTER: 4
Mayank: nupur hum ap se mila chaty hain
Nupur: hum bhi mayank…..
Mayank: really ….hum intezar kerat gay…..he smiled in surprise…..n one step towards his love
-------------------
HE WAS ROAMING AROUND THE HOUSE TO FIGURE OUT WHT EXACTLY HE IS GONNA SAY
Myank: ap ko andaza(imagine) nhi hai is waqt humari kiya haalat hai ….humain ny khabi soch abhi nhi tha k hum khabi kisi k liyan asa mehsoos keray gay…yeah ehassa kitna ajeeb hai….ap bulkul wasay hi hain jasa hum ny soch tha…aj k khayalt(thinking) wali…zindagi mein agay barny wali….humaray kadam se kadam milny wali….na k humain over the top azad khayal aur khud kharz(selfish) samhj ny wali….akhair is mein bora kiya hai..yeah humari zindagi hai …tu is k her fasla kerny ka haq bhi humain hi hai
Nupur: was looking in detail ..each evry clause of the paper….going through every right this paper gave her…to her surprise it was holding not much…..
Wah …bara kaha tha …ap ki anay wli zindagi k shorroat k liyan yeah raqam…is reaqam se tu 1 mehna(mth) chal jay buhat hai…..aur humain tu koi haq hi hasal nhi ….sab khd hi apny pass rekha…..shabash ….ise kaaghaz k ek lafaz( evry word of this paper) ..humain aj jo ehassa day reha hai…woh hum bayan nhi ker saktay…
-----------------------
Mayank: nupur hum jantay hai humara ap ko yah is tarha bulana ap ko kuch ajeeb laga hoga….hum maafi chaty hain
Nupur: hum khud ap se milna chatay thy
Myank: her words gave him strength to say wht he want to ……..hum ap se…..hum ap se mohabbat kertay hai ….mjhy pata hai apny yeah expect nhi kiya hoga…hum ny bhi apny ap se asa kuch bhi expect nhi kiya tha per….
Nupur: zindagi mein buhat daafa asa hota hai mayank jo hum expect nhi kertay wohi haqeeqat hoti hai…
Mayank: hum yeah nhi khatay k aj se ap humray sath ek nai zindagi k aghaz(start) keray……ap jitna chahin waqt lay lain….bus is rishtay ko ek moqa zaroor dain….plss….humari guzarish hai
I request u to pls give me n ths relation a chance
Nupur: kyun bana na chaty hain humain apna
Mayank: kyun ap bulkily wasay hi jasa hum ny apna humsaafr soch tha…bulkay us se bhi kahin uper
She looked straight in his eyes
Nupr: kya asa kuch hai jo ap huamin bata na chatay hain……
Myank: asa buhat kuch hai….jo hum apko baata na chatay hain…ap apny dil ki eke k bat …eke k dharkan ap se baatna chatay hain ..
(there loadsmore I wanna tell u ….i want to share each n evry word n feeling my heart holds for u)
Nupur: kya ap ki zindagi k koi asa pehlo ….jis se humari vaqfiyaat( know how) zaroori hai…..
Mayank: nupur hum samhj nhi pa rah ap kya poch na chati hain
Nupur: kya ap ki zindagi mein koi tha…..
He grinned
Mayank: ohhh…nhi ap se pehly na ap k bad..humari zindagi mein koi nhi tha..na hai
She smiled…
Nupur: ohhh….lagta hai ap ki yaadashat(weak memory) kamzoor hai
He was surprised at her words…..
Nupur: pechlay saal ki 19 dec ki raat yaad hai….
His whole world started to swing …..h his face turned pale
Nupur: kya hoa …cheray k rung kyun ur gaya…..
Myak: ap kahan kiya chti hain
Nupur wohi jo ap samhj rehain hain……19 dec ke raat ap ki shadi hoi thi…..yaad aya
Mayank: us shdadi ki humaray lliyan koi aahimiyaat nhi( IMPORTANCE)
Nupur: er shayad us larki k lyan hoo…..usi raat ap ny us se us ki her khushi bhi cheeh li
Mayank: hum ny un se koi vaada nhi kiya
Nupur: tu nikah kiya hai ap k lyan …..is din apny us se vaada kiya tha …k ap zindagi bhar us k sath dain ga…..
Mayank: wh larki humary kayal se buhat alag thi
Nupur: kitany saalo se janty thy ap us ko…..aj ap hum se moqa mang rahy hain..ap ny us rishtay ko moqa kyun nhi diya…us jany ki khoshih ki apany…us se pocha zindgai k baray mein kya socti thi woh..us k profile hi kya dekha khabhi…
Mayank: nhi..par ami ny diya ny sab ny jo us k bharay mein bataya
Nupur: kya bataya ap ki ma any ..jo us larki ko insaan bhi nhi manti thi …aur us k tallaq (DIVORCE) k din us ki dossri shadi k mansoobay(PLAN) ban rhai thi…..apny maa k kyahalat janti hain ap…un ko tu larkiyoon k bahar jana bhi PasanD nhi hai…us k degree hi sun ker unhoy us k character kay baray mein kafi khubsoorat kayalat tasawoor ke thy9 SHE SKETCH A DIFFERENT KIND OF SKETCH OF HER WHN SHEUR MMOM HURT HER DEGREE N PROFILE)
He was silent shock n have no answer
Ek second mein us ki zinadgi k fasal kerdiya …khud hi soch ..khudi samhja…k woh ap k laqiq nhi ….ur uth ker pehak diya us ko gajray ki tarha sarrak per
Mayank: hum ny asa nhi kaha tha..bs
Nupur: phir choot….apany apni ami se yeahi kaha tha ..k ap apni zindagi us per zaya nhi kerna chaty…..tu us ki zindagi khatam kerny ka haq kis ny diya ap ko …aur aj….aj kiya kiya apny…agar humain yeah sab kuch nhi pata hota …aur hum ap ka begaam kambool kerlya tay tu( N IF I HAD EXCEPTED UR PROPOASAL THN WHT)…yu humari zindagi ka kya ..hann…us bahrossay( TUST) k kya …ek larki kitna bharoosa ker k …apny maa aur baap ko chor ker …us gahr ko chor ker ap k sath chalti hai ..k kam se kam kuch na milay us ko tahfoos(SECURITY) tu milay…per ap tu ap hai…sahi kaha apny…ap un expected hain…..us k sar se saaya hi cheen liya
Yeah jantay hoay k ek talllq yafat larki k sath kya sallok kiya jata hai phir bhi….
(knowig very well wht kind of treatment a divorced girls get)
Phir
…..ek aur chooot…mohabat lafz nhi hai mayank ahmed khan….ehassa hai ..ibadaat hai….aur hum kisi ki ibaddat kyun kertay hain…is k jawab koi sufi koi faqeer ( the God's lover) nhi day sakta…..ap ko hum mein sirf ek asi larki dekhi jo ab ki check list mein pora utharti hai…..per ap humari soch mein kahin hai ….as ap se kis ny kaha
Mayank: dekhain nupur pls ghusa na hoon…hum ny us larki k sath kuch galat nhi kiya…chatay tu woh raat guzar ker us ko chor tay….hum ny taallaq islyan di kyun hum un ko kabhi khushi nhi day saktay thy
Nupur: oohhh…tu yeah bhi ap k demagh mein tha…us ek sath one night stand…tu apny us ko biwi bhi nhi smahja…..woh islayn k ap ki usi raat ki flight thi …warna ap yeah bhi kertay…..
Mayak: asa kuch nhi hai
Nupur: acha tu shadi kyunki thi…
Jawab hai…..shadi se pehaly kyun nhi bhagy hann…..jawab dooo….KOI JAWAB HAI…..dar pook ho tu ……khud garaz…ghar walo k aur us larki k saman kaun keray …parh mein jay us ki zindagi( with hell to her life)…..khin ati hai humain khud se k khabhi hum n yap k sath kuch wat guzara ( I hate myself even if I think I spended sumtime with u )
Myank: mein sab manta hoo…per mjhy ek moqa day do
Nupur: woh hum nhi day saktay…ap woh haq bhi khoo chukay hai….mayank ahmed khan jis larki ko apny apny laiq nhi samhja …aj us k samny sir chukka ker ap ek moqa mang rahy hain…..api ki woh tallaq yafta biwi hum hain…..is say khaty hain Allah k insaaf( this wht we call Gods voice)
His whole word got stoped at the moment …..he was just dead siting there.. but not tht much tht his mind cant find a way
Mayank: nupur hamin maaf kerdin pls…..is baat k hal hai ….hum haala la kerlay gay….larka mein khuda dekh lo ga …smart hai
(Oki haal lala…is way in islam to re marry a girl whom u have given divorced …three times n have passed the 3 mths period without reconsidering ur decision….in haal lala…..a girl marry an other person n share a married life with him ..thn get divorced ….n thn can re marry the ex.husband…but doing so purpose fully ..is huge Sin……it a compensation to make people realiz tht neither a marriage nor divorces r sum fun)
Nupur" MAYANK…apni had mein rahain…..kya galiss insann hain ap( such a disgusting person ur )….bulkay ap tu insaan bhi nhi…..ap bhol gay ..muslaman mein yeah rasam nhi hoti….zinda bhi jalna…aur phir morda bhi jaldain na…aur apt u raq( ashes) ko bhi bhati( fire ) mein utharny per toolay hain…..
Kya chatay hain ap ..k hum ap k lyan phir se shadi kerain…phir kis k sath hum bestari( selpt with him)….aur phir us ko chor k ap k pass wapas ayy….ap itny azeem insann hain kiya…k hum apny ap ko itna gira layain ap k lyan( are u tht amazing person for whom I shud go this much of pain)
Ap ki oqaa( status)t hai kiya….khud ko samhj kiya rekha hai ap ny…Allah ny humari duain sun li …jo hum ko ap se bacha liya….
Kis ny diya ap ko yeah haq k ap akelay humari zindagi k fasal keray…….
Asay janwar ko tu hum bejaray( cage) mein bh na rekhy apny ghar mein…zindagi mein tu buhat door ki baat hai
Mayank : nupur …
Nupru: kya kahy gay app ab…..jo kahan kerna tha woh kerliya ap ny….khuda k shukar hai k us ny haimn yeah moqa diya k hum ap ko bata sekhy k hum kiya hain aur ap kiya ……
Maafi tu mangan bhi maat( dnt ask forgivness)
Mayank: kya ek paal k lyan bhi ap ny hum se
Nupur: nhi..khabhi nhi…..han shayad ap ki izzat zaroor kertay thy….per woh ap ki haqqeet jan ker mit gai….muhababt tu kiya….nafraat bhi nhi kertay…ap se kisi kism k koi ehass ...koi rishta hum rekhna hi nhi chatay…
Ap ko tu khuda hi smahjay……aur khuda her insaan ko ap se mahfoos rekhy …..
Edited by drfizaahmed - 14 years ago
703